Dard Shayari Hindi 140
Sans lene se teri yaad aati hai na lene se meri jaan jati hai kase kehdu ki sirf sans se jinda hu ye sanse bhi to teri yaad ke baad aati hai .. Originally posted 2017-07-13 19:28:52.
Home » Dard Shayari » Page 3
Sans lene se teri yaad aati hai na lene se meri jaan jati hai kase kehdu ki sirf sans se jinda hu ye sanse bhi to teri yaad ke baad aati hai .. Originally posted 2017-07-13 19:28:52.
Mere Toote Hue Dil Ko, Sahara Kon Dega Meri Toofaan Me Kashti, Kinara Kon Dega Yeh Kese Mor Pe Laai Ha Mujko Zindigani Adhoori See Likhi Gyee Ha Kyun Meri Kahani Ha Ab Kis Raah Pe Chalna Ishara Kaun Dega Mere Toote Hue Dil Ko Sahara Kaun Dega Main Hoon
Jab dil mein hai dard kehlaata hai palkon pe aate hi ashk ban jata hai de do jo tum ise likhai ka roop to safhe pe aate hi sher samaj aata hai Bhool Jana .. Bhula Dena .. Faqat Ek Wehem Hi To Hai ,, Dilo’n Se Kab Nikaltey Hain
Ranjish Hi Sahi Dil Dukhane Ke Liye Aa Aa Phir Se Mujhe Chhorh Ke Jaane Ke Liye Aa……. Ab Tak Dil-e-khushfeham Ko Tujh Se Hain Ummiden Ye Aakharii Shammen Bhi Bujhaane Ke Liye Aa Pahale Se Maraasim Na Sahi Phir Bhi Kabhi To Rasm-o-rahe Duniya Hi Nibhane Ke Liye Aa….
Rehtey Hain Saath Saath Mai Aur Meri Tanhai Kartey Hain Raaz Ki Baat Mai Aur Meri Tanhai Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheer Mai Kartey Hain Basar Raat Main Meri Tanhai Originally posted 2017-07-02 13:47:51.
Zindagi Ne Jab Na Diya Saath, Kuch Bhi Nahi Jab Tha Pass Tab Ek Faristhe Ne Di Dastak Aur Kaha Chal Mere Sang Tera Kam Nahi Yaha Muje Bhi Laga Acha Uska Saath Aur Tham Liya Mene Uska Haath Pyari Lagti Hai Baatien Uski, Milti Hai Jannat Baho Mei Uski
Mere khwabon mein aana aapka kasur tha Aapse dil lagana hamara kasur tha Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha Originally posted 2017-06-30 19:10:33.
Aur To Kon Hai Jo Mujhko Tasalli Deta .. Haath Rakh Deti Hain Dil Par Teri Yaadein Aksar !! ””””””””””””””””””””””””””””””””””””””””””””””””””””””””””’ Dard Hota Hai Magar Shikwa Nahi Karte Kon Kehta Hai Ki Hum Wafa Nahi Karte Aakhir Kyu Nahi Badlti Meri Taqdeer Kya Mujhko Chahne Wale Mere Liye Dua Nahi Karte
Achchhaa Saa Ko_ii Mausam Tanhaa Saa Ko_ii Aalam Har Vaqt Kaa Ronaa To Bekaar Kaa Ronaa Hai [Nida Fazli] Ek Mahafil Me.N Ka_ii Mahafile.N Hotii Hai.N Shariik Jis Ko Bhii Paas Se Dekhoge Vo Tanhaa Hogaa [Bashir Badr] Arsh Se Ho Ke Jo Maayuus Duaae.N Aa_ii.N Mai.N Ye Samajhaa Ki
Yaad ata hai bohut woh guzra hoa zamana Woh School ki life woh bachpan ka yarana Left rite kehtay hoey hathon ko uthana woh Iqbal ki dua woh asambli ka taranaa Woh ghanti bajtay he classes say nikalna woh lunch mai ja kar cholay chaat kahana woh gurmiyon ki chUTion