Dard Ho Ya Gum Ho Saath Sehna Hai Muje

love poem shayari

love shayari poem

Zindagi Ne Jab Na Diya Saath,
Kuch Bhi Nahi Jab Tha Pass
Tab Ek Faristhe Ne Di Dastak Aur Kaha
Chal Mere Sang Tera Kam Nahi Yaha
Muje Bhi Laga Acha Uska Saath
Aur Tham Liya Mene Uska Haath
Pyari Lagti Hai Baatien Uski,
Milti Hai Jannat Baho Mei Uski
Uske Haatho Mei Hote Hai Jab Mere Haath
Aisa Lagta Hai Kushiyan Hai Mere Pass
Ankhe Chalak Bhi Jaye To Kya Huya,
Agar Dooriyan Sataye To Kya Huya
Uske Aspass Rehna Hai Muje,

RelatedPosts

Dard Ho Ya Gum Ho Saath Sehna Hai Muje
Muskurat Hoti Hai Chehre Per Mere
Jab Dekhti Hai Ankhein Uski Pyar Se Muje
Dadkhno Ka Silisila Tham Jate Hai
Jab Hoti Hu Pass Mei Uske
Kash Agar Ye Hakikat Ho To
Tham Jaye Waqt Yahi Agar Sapna Hoto Tute Na Kabhi
Ek Baar Saath Chalte Chalte
Puch Betha Faristha Mera
Kya Paya Kya Khoya Kuch Hisab Hai Tera
Bas Sooch Samjah Kar Itna Hi Keh Payi,
Zindagi Se Bhi Koobsurat Hai Saath Hai Tera
Bas Ye Dua Hai Ab Meri
Ki Zindagi Ho Naho Bas Hamesha Rahe Asra Tera

author avatar
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe, Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 2

  1. Suneel dhakad says:

    Jab dil mein hai dard kehlaata hai
    palkon pe aate hi ashk ban jata hai
    de do jo tum ise likhai ka roop to
    safhe pe aate hi sher samaj aata hai
    Bhool Jana .. Bhula Dena ..
    Faqat Ek Wehem Hi To Hai ,,
    Dilo’n Se Kab Nikaltey Hain
    Mohabbat Jin Se Ho Jaye …!
    Abbhi taaza hai bohat ghao bichar jane ka
    gher leti hai teri yaade sar -e- shaam abbhi

  2. khalid says:

    Wah ji wah. Hiren ji ye post karne ka bahaut bahaut shukriya
    mere dost.
    Lagta hai ye Pallavi ki shayari hai, Bahaut khoob!!! Bahaut pasand aai.
    Keep them comming Pallavi,achha lagta hai.
    =========================================================
    khalid.m@hotmail.co.uk
    =========================================================

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *