Hi
this post is by pallavi
Zindagi ke har lamhe ko jilo ji baar ke,
Kya pata kaal kya ho, kisne jana,
Hum hai aj yaha per, kaal ho na ho kisne jana,
Tera milna aj kushi hai, kal duk ban jaye kisne jana,
Tera jana hamri badnasbi hai, kisi aur ki kushnasbi ho kisne jana,
Har chere ko deklo ji bhar ke, kaal mile na mile kisne jana,
Karo har risthe ki qadar, kaal ho na ho kisne jana,
PYAAR BAT SAKO TO BAT LO, KAAL TUM HO NA HO KISNE JANA.
**********************************************
Pathar dil se pyaar kiya hai,
Apna dil bekraar kiya hai,
Jisse apni yaadion ka haqdaar kiya hai,
Ussne muje gum se abad kiya hai,
Chen aur karaar lut gaya mera,
Jo jaan kar bhi anjaan hai mujse,
Aye khuda ab to pighlade usse,
Usse pyaar karne ki saaza na de muje,
Pyaar agar ehsas hai, to ye ehsas karade usse,
Comments 16
Kya khabar tum ko dosti kya hai
Ye roshni bhi hai andhera bhi hai
Khwahishon se bhara jazeera bhi hai
Bohat anmol ek heera bhi hai
Hi Pallavi,
i was searching love poems and i found ur poems on this site…. very nice poems & very nicely expressed….
May god bless u……
Mamta
“$HART”
Talluq torna chaho
tum mujh ko chorna chaho…
to meri shart itni hai…
tumhain jo de chuka ho me
mujhe lauta do wo sab kuch…
mere naame wo chahat k..
wo sab tohfe mohabat k..
wo bheegi dairi meri..
wo saari shairi meri..
sabi wo phool or pattiyan..
wo meethi pyari baten..
kaho lauta sako ge tum..
mere wo keemti lamhe..
jo tujh ko sochte guzare..
wo pal jo aik qayamat they..
jo raste dekhte guzare..
kaho lauta sako ge……..
hi palavi
me pehli bar is site pe aye ho
i realy like ur shayari its sweet n dam true
Kuch na kisi se bolenge,
Bas tanhai me hi ro lenge,
Apni to musafir jaisi hai zindgi,
Sath kisi ke ho lenge,
Ye zindgi ek zahar ka pyala hai,
Kab tak hum amrit gholenge,
Ab nind b aankho me aati nahi,
Chalo jab maut aayegi
Tab ji bhar ke so lenge.
kasam De Kar Mujhe Majboor Na Karo,
Khud Tanha Ho Jao Itna GURUR Na Karo,
Chalo Mana Ki Aap Pe Mera Koi Haq Nahi,
Per Apni Yaddon Ko To Mujhse Door Karo,,,,,
hi pallavi how r u?
kuchh din pahele mene ye site par thodi sayri padhi thi muje bahut achchi lagi. muje love ki aur gam ki sayri jyada pasand he… aaj mene aapki sab sayri padhi he aur jo sayri me ak mithas honi chahiye vo mahesus hoti he… aap aise hi dil ki kalam se sab sayri likhati raho yahi meri es chhote se dil se bahut sari subhechha subh kamanae he…. best of luck
Dear Nazish,
“koi badal mujhe kandhon par bitha kar ley jaey……..”
Sorry I am waiting as well, for Heeren to send me Badal or clouds, so u r in line as well…
unfortunately, there are borders so when I come than u get the chance…
thanks for ur comment..please keep visiting….
Dear Vaskar,
Thanks 4 ur nice proposal,yes u can be one of my friends no Probs, but sorry u cant be my best friend because I have already got one….
and for that person I can only say 2 lines
Tera saath hai to mujhe kya kami hai Andhero se bhi mil rahi roshni hai…..
take care
great pallavi jee bohat nice poetry hai excilent..
Khowab In Ankhon sey ab chora ke ley jaey*
*Kbar ke sokhe howe patey utha ke ley ja*
*Montazir phool mein khushbo ki trha kab say hoon mein*
*Koi jhonke ki trha aaey uda ke ley jaey*
*Yeh bhi paani hai mgar ankhon ka aysa paanii*
*jo hatheeli pe rachi mehndi chora ke ley jaey*
*Main mohabat say mehkta howa khat hoon mujh ko,
Zindgi apni kitabon mein chhopa kar ley jaey*
*Us say kehna HEEREN TANNA ke main paidal nahin aaney wala*
*Koi badal mujhe kandhon par bitha kar ley jaey……..
dekho heeren aaj to comment kar hee diya na now happy
Hi ! Pallavi .if u need a friend,u can try me.may be i am the friend u r waiting for.i am good friend or bad ,i dont know? U have to decide it. AND UR SHAYARIES ARE GOOD,IT TOUCHES THE FELLING.
Hi
Pallavi n Tanvey (Oooooops it rhymes)
aap dono to meri band baja doge yaar
hi tanvey,
please ji mat kaho yaar,
thanks for the comment,
this is specially 4 u
Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,
Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye…
Hmmm
tusi tooooooooooooooo gud ho ji
lamhe ye suhane saath ho na ho,
kal mein aaj jaisi baat ho na ho,
dosti ke ye haseen lamhe dil me rahege,
caaahe saari umer mulaqat ho na ho……
pallavi ji…
Pathar dil se pyaar kiya hai………..
this 1 is realllly 2 gud………