Mere Toote Hue Dil Ko, Sahara Kon Dega
Meri Toofaan Me Kashti, Kinara Kon Dega
Yeh Kese Mor Pe Laai Ha Mujko Zindigani
Adhoori See Likhi Gyee Ha Kyun Meri Kahani
Ha Ab Kis Raah Pe Chalna Ishara Kaun Dega
Mere Toote Hue Dil Ko Sahara Kaun Dega
Main Hoon Our Sath Mere Ab Meri Tanhaayan Hain
Meri Taqdeer Se Mujko Mili Ruswayian Hain
Meri Ankhon Ko Khushion Ka Nazara Kaun Dega
Mere Toote Hue Dil Ko Sahara Kaun Dega
Hum Ne Pyaar Main Paaya To Kyaa Paya
Kabhi Khud Ro Diye Kabhi Tum Ko Rulaya
Halat-e-ghum Main Beh Gaya Jho Aansoon
Who Zindagi Main Phir Kabhi Na Behne Paya
Saza Mujhe Mili Aur Jaza Unhain Bi
Aisa Bhi Kya Insaaf Me Hai Sir Jhukaya
Himmat Nahee Thi Us Main Saath Mere Dene Ki
Ab Tak Na Jaane Vo Kaise Chal Paya
Kisi Ajnabi Ko Mera Likha Suna Raha Tha Woh
Bikhre Hue Khawabon Ke Purzey Udha Raha Tha Woh
Umr Bhar Pista Raha Who Rishtoon Ki Chaki Mein
Baaqi Rahe Rishtoon Se Daaman Churra Raha Tha Woh
Apni Zidd To Woh Puri Na Kar Saka
Ruthey Huway Bachoon Ko Mana Raha Tha Woh
Sehra Me Khile Phool Ko Bachane Ke Liye
Apne Ashkoon Se Uski Pyaas Mita Raha Tha Woh
Uski Yaadoon Ko Kuch Is Tarah Bhula Raha Tha
Apne Haathoon Apna Likha Mita Raha Tha Woh
Sirf Kirdaar Hi To Badle They Usne
Apni Hi Kahani Suna Raha Tha Woh !!!
Hum Apni Deewangi Se Jaane Jaate Hain
Wo Apni Berukhi Se Pehchaane Jaate Hain
Roz Miltey Hai Lekin, Kuchh Kehte Sunte Nahi
Mere Saamne Wo Meri Dhadkan Badhaane Aate Hain
Shab Bhar Intzaar Mein Hum Taare Dekhaa Karte Hai
Sabera Hone Se Pehle Wo Chand Bujhane Aate Hain
Bas Ek Nazar Ke Liye Hum Din Bhar Taraste Hain
Wo Shaam Ko Gamalon Ko Paani Pilaane Aate Hain
Mere Is Haalaat Pe Hansanaa Nahi Musafir Too
Ishq Main Sabke Saame Aise Zamaane Aate Hain
By Ram Kumar Chandak
Comments 173
A for apple.
B for bada apple.
C for chhota apple.
D for dusra apple.
E for ek aur apple.
F for fokat ka apple.
G for gol apple.
H for hazar apple
I for itney saarey apple?
J for jaao nahi khaana hai apple
K for kaise nahi khaayengey apple
L for lena padhega tumko apple
M for mujhe nahi chahiye itne apple
N for naa nahi kehtey kyunkey yeh hai apple
O for Oh to tumne khaa daale yeh saare apple
P for peth bhar Ke khaao apple
Q for qismat mein nahi hoti hai sabke, yeh apple
R for roz agar khaao tum apple
S for sehetmand rahoge khaaogey agar tum apple
T for tumko nahi milengey itney achey apple
U for udhaar kii nahi hai yeh apple
V for very tasty hai yeh apple
W for waste na karo time aur khaalo jaldi se apple
X for X’mas mei bhii khane padenge apple
Y for youn na chehra phero dekhkey apple
Z for zaroor dil bhar gaya hoga khake itne saare apple
@farid khan33 – oh bete ki mast likha hai
mast hai
acha hai 1 dum
Tere negahoo me basee hai mere dunya
tere cahre pe khilte hai mere khusheya
muskurapar tu jo maglay aay jane wafa
tere khadmo me luta du yeh sare dunya
Hii……this is very veryy awsomee…keep it up
if you r askin, if i need you
the answer is forever
if you r askin, if i,l leave you
the answer is never
if you r askin, wht i value
the answer is you
if you r askin, if i luv you
the answer is i do.
very very nice and true too..keep it up
hayy its very nicee<
@paramita –
hi.. very nice
-:AAJMAAISH:-
KABHI TO HUME APNA BANA KAR TO DEKHO
Zindagi har pal khaas nai hoti,
Phoolon ki khushboo hamesha paas nai hoti,
Milna humhaar taqdir mein likha tha,
Warna itni pyaari dosti kabhi itifaaq nai hoti!!!!!!!!!1
DABARDAS misaal hi nai
aap ke sher mein kaafi suchai hai.
mujhse pooch ke dekho to bataein aap ko
App manno gi per aapki ye daastan parte hue meri aankh bhar ai. dill mein ek umeed si jaagai hai aap se mill ne ki!!!!
salaam
Lagta hai ke aap ke armman phele jal chukein hein.
All the best!!!!!!!!!!!
very nice.
pyaar bhara sher hai ye.
salaam!
Bohut acha sher hai. lagta hai aap ka kissi ne dill tora hai. itna pyaar hai is sher mein mein aap ko kya bataon.
tum per bahut aitbaar karate hai
kya kare tumse pyaar bahut karate hai
jaanate hai galtia subse hoti hai
esliye to her baar, her galati k liye tumhe maaf karate hai
tum per bahut aitbaar karate hai
kya kare tumse pyaar bahut karate hai
jaanate hai galtia subse hoti hai
esliye to her baar, her galati k liye tumhe maaf karate hai