Hi friends ,
Sorry all of u kuch din se regular blogging nahi kar paya . kafi log naraz ho gaye lagta hai yaar 4 dine me toh visitors 1200 a day se 700 par aagaya .
Are daant diya karo yaar comment section kisliye hai. Yeh aaj ki post funny bhi dard and bewafa bhi aur dosti bhi sabhi ki khichdi ban di .
uski yaad ne mujhe phir rula diya,
kaise hai woh zalim jisne ye sila diya.
do shabd likhe naih ate the mujhe ,
aur aaj uski mohhabat ne mujhe shayar bana diya.
Dil ke dard ko dil torne wale kya jana,
Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane,
Hoti hai kitni takliff kabar ke niche,
Yeh upar se phool chadhane wale kya jane.
Logo ko aksar kehte suna hai:
“Zinda rahe toh phir milenge”.
Magar aap se mil ke
aisa dil ne mehsoos kiya hai ki,
“Aapse milte rahe toh Zinda Rahenge”.
Muskurate palko pe sanam chale aate hein,
aap kya jaano kahan se hamare ghum aate hein,
aaj bhi us mod par khade hein,
jaha kisi ne kaha tha ke theron hum abhi aate hein.
Kuch rishte anjane mein ho jate hai,
pehle dil phir zindagi se jud jate hain,
kehte hai uss daur ko dosti,
jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
Silsila pyar ka na khatam hua,,
juda hokar bhi ishq na kam hua,,
Vaada jinse kiye humse,,
Woh dard dekar,,Bewafa hua……… .
Bahut Roya Tha Me Jab Mera Janam Huwa,
Aur Hass Rahi Thi Duniya,
Badla Lunga Ek Din Maut K Samay Hasta Hua Jaunga,
Or Royegi Duniya
Comments 32
e raat tu yu mere akelepan par haavi na ho
dekhna ek raat wo bhi aayegi
jab meri mahbuba meri baho me hogi
or tu yu hi gujar jayegi
tu aa bas aa main kuch nahi janta
pagal hai ye log ese vi sayari samajh rahe hain
mai tujhe yaad karta houn aur ye
mai fir kahata houn tu bas aa bas aa
Pal hi aisa tha ki hum inkar na kr paye,
zamane k dar se ikraar na kr paye,
na thi jinke bina zindagi munasib,
chod diya sath unhone aur hum sawal tak na kr paye..
——————————–
Pal hi aisa tha ki hum inkar na kr paye,
zamane k dar se ikraar na kr paye,
na thi jinke bina zindagi munasib,
chod diya sath unhone aur hum sawal tak na kr paye..
——————————–
There were so many things I did not say
When I looked into your eyes
The things I think about each day
Would take you by surprise
The wonders of what we could share
Still powder in my mind
I wondered if I could tell you how much I cared
And I guess I ran out of time
Now your face is not stopping me
From telling you how I feel
Maybe this is the way it should be
So I’ll try and keep it real
We have known each other for quite some time
And we’re recently good friends
We were a couple for awhile
But we know that never really lasts
I always felt as if my heart was on trial
And now it’s a thing of the past
I want that love we once shared again
If it was ever there
I know that I had loved you
But did you really care?
Sometimes I wish you would talk to me
About the things you feel
Then maybe someday I’ll understand
How you’ve learned to deal
I’ve often wondered what it would be like
To feel your warm embrace
To kiss your soft sweet lips
Or have your touch upon my face
But now I am gone and I’ll never know
How wonderful it would be
To have the sweetest love
That you would share with me
So many things I think about
You probably never knew
A lot of many unsaid things
That I have never told you.
———————————
I Wish
by Kristi
I wish that you could feel
My arms about you tight,
Holding you up close
All thru out the night.
To know that I am there
And never away far,
That I will remain
Where ever that you are.
That you could press back
Into my warm embrace,
And feel my soft touch
Warm against your face.
Or you could shift your hips
And press against me tight,
To feel my body’s heat
And my lips kissing you light.
I wish that you could hear
My softly whispered song,
To lull you into sleep
For it’s here that we belong.
That you could hear me say
All you need to hear,
As I tell you of my love
Whispered soft against your ear.
And you could feel my breath
Warm against your skin,
As I let my presence beg you
To let this true love in.
I wish that I could hold you
And whisper long into your night,
Never would you wonder then
As I held you to me tight…
————————————
I embrace you in my arms
and my worries fade
like lights in the nite
there
WO ROZ DEKHTA HAI DUBTAY HUAY SURAJ KO FARAZ..
KASH K MIEN BHI KISI SHAM KA MANZAR HOTA……!
AAMIR FAREED rahim yar khan
Jab bhi kisi ko kareeb paya hai, kasam khuda ki wahin dhokha khaya hai. Kyon dosh dete hein hum kanto ko… Zakham to humne phulo se paaya hai.
Agar aap ke dil ka hamare dil se koi rishta nahi hai…….
to aap ka dil humare seene mein dhadkta kyu hai ???
Dard to aapne meeta diya tha………
to ye khara paani aankho se chalakta kyu hai ????
aaj fir yeh aankhe bhar aayi hai….
aaj fir iss cehere pe udasi chayi hai………..
yeh tere jane ki khabar ka aasar hai………
yaa trer nahi aane ki khabar ye khamoshi layi hai………….
Jab Raat hui Sham ke baad…
Teri yaad Aayi har baat ke baad..
Maine khamosh Rehkar bhi dekha..
Teri awaaz Aayi Meri Har saans ke baad..
ab je me hai ke unnko bhula kar he dekh le
woh baar baar yaad aane to kyaa kare
tarke wafa bhi jurm e mohabbat sahi
milne lage wafa ke sazaae toh kya kare
YADI AAP HAMSE BAT YA DOSTI KARNA CHAHE TO
ORKUT PER AJAY69RAJPUT@GMAIL.CO.IN SE CO… KARE
THNXXXXXXXXXXXXXXXX DOSTO KHUDA HAFIS/ALLHA HAFIS GOD SABKI DUAA KUBUL KARE…..
bhut khoob sada likta rahO aur kusch rahO ali raza pakistanike duwa ha sab dostO kO
socha yad na kar k tora tarpaye unko,kisi aur ka naam le kar jalaye unko,par koi chot unko lagi to dard hame hoga,ab koi ye bataye k kis tara sataye unko.
i like this website bahut achi shayari hai
bahut achi aek sher mein bhi arz karna cahon gi.
aur ye mera fav sher hai
dard_e_dil ye todne wale kya jane.
muhabbat ke riwaj ye duniya wale kya jane.
hoti hai kitni takleef qabar mein.
ye upper se phool rakhne wale kya jane.
aur sach mein mujhe shayari itni pasend hai ke mein bata nahi sakti.
taaro mien akela chand jagmaghata hai ,
muskilo me akela insaan dagmgata hai,
kaanto se mat ghabrana dost,
kyun ke kanto mien hi akela gulag muskruta hai.
Pyar ka jazba bhi kya khawab dikha deta hai,
Ajanabi chehare ko mehboob bana deta hai.
…………………………………………………………………………………………………………………
Yakin har rishte ki buniyad hota hain,
Toot jaaye agar to judana mushkil hota hain,
Kehna asan hain humain yakin nahi hain tumpe,
Lekin dard ish cheez ka be- panaah hota hai…..
Kaho usise jo na kahe kisi se,
Mango usise jo de de khushi se,
Chaho use jo tumhe milaye zindagi se,
Dosti karo usise jo hamesha nibhaye khushi se………….
tu dekh na dekh
tere naa dekhna ka ghum nahi
tere naa dekhne ki jo adaa hai
wo dekhne se kam nahi
Dil ki aawaz se nagme badal jate hai,
Saath na de to apne badal jate hai,
Palke bhi jara sambhalke japkana,
Qki palke japkane se aksar sapne badal jate hai.
Arz hai
“ye hont tere jism ka tawaf kare ga
ye gar gunah hai to khuda maf karega”
youu lamha lamha dard na do hamein
hum dil main dard ke samandar leke baithe hain
faqeer hai toh bas aap ki khatir
warna dunya ke sikandar banke baithe hain
hamne tu unhe dekhte hue samay barbad kar diye
magar unki doli chali gayi aur ham ro diye
mera aghaaz tere anjaam se acha hoga,
mera har din teri har raat se acha hoga,
agar yakeen na aye to doli se jhaank lena,
mera janazaa teri baraat se acha hoga.
I wish you ALL a very happy and peaceful Eid.
May Allah accept your good deeds,
forgive your transgressions and ease the suffering of all peoples around the globe
Eid Mubarik
tum door sahi mai majboor sahi per yaad tumhari aati hai.
tum saansh jahan per bhi lati ho. par badoo mujhe tak aati hai. chota pepsodent sirf 10/