Yu Sulaghte Hai Dhuye Me Har Dum,Rukh Lete Hai Mehkhane Ki Ourr Hum,Hansa Jate Hai Lamhe Tere Saath Ke,Aur Tadpa Dete Hai Pal Woh Judaai Ke.
______________________________________________
Har Shakhs Mere Gam Se Hai Bakhabar Itnaa Bheje The Baaghbaan Ne Harbar Kaante Hi Mujhe Mujh Ko To Dushmanon Ki Zaroorat Nahi Rahi Yaroon Mere Naseeb Hi Dushman Sa Mila Mujhe
______________________________________________
Aaj Mere Dard Ki Inteha Hone De,Mat Rok Mujhe Jee Bhar Rone De,Nahi Manjur Zindagi Tere Pyaar Ke Bagair,Aaj Mujhe Mout Ki Bahon Me Sone De
______________________________________________
Nigahen Mila Ker Kiya Dil Ko Zakhmi,Adaayen Dikha Ker Sitam Dha Rahi Ho,Wafaoo Ka Khub Badla Diya Hai,Tadapta Hua Chod Ker Jaa Rahi Ho.
______________________________________________
Zindagi Kya Koi Nisaar Kare,Kis Se Duniya Me Pyar Kare.Apna Saya Bhi Apna Dushman Hai,Kaho Ab Kiska Aitbaar Kare.
______________________________________________
Shikayatein To Itni Kar Di Tumne,Ki Reh Na Gaya Kucch Keh Jaane Ke Liye.Pyaar Kiya Maine Kabhi Tumse,Ye Kaafi Tha Zindagi Bitaane Ke Liye.
______________________________________________
Woh Toh Apne Dard Ro Rokar Sunate Rhe, Hmari Tanhaiyon Se Ankhe Churate Rhe… Aur Hume Bewafa Naam Mila, Kyonki Hum Har Dard Muskura K Chhipate Rahe
______________________________________________
Hotho Pe Hasi Khil Rahi Thi, Aakho Me Dard Soya Tha Jamane Walo Ko Kya Pata K Ye Aaj Hasnewala Kal Kitna Roya Tha..!
______________________________________________
Pyar Karne Ki Humne Yeh Saza Payi Hai,Sirf Ashq Hai, Gum Hai Aur Tanhai Hai,Humne Socha Ho Jayega Milan Humara,Kya Pata Tha Ki Hamari Kismat Me Hi Judai Hai.
______________________________________________
Bhigte Rahte Hai… Baarish Me Aksar..;Kabhi Mangi Kisi Se.. Panaah Nahi..!Hasrate Puri Na Ho… Toh Na Sahi..;Khwab Dekhna… Koi Gunah To Nahi..
______________________________________________
Mohabbat Sikha Kar Juda Ho Gaye Na Socha Na Samjha Khafa Ho Gaye Duniya Mein Kisko Hum Apna Kahein Agar Tum Hi Bewafa Ho Gaye!!
______________________________________________
Wo Tere Pyar Ka Gam Ek Bahaana Tha Sanam Apni Taqdeer Hi Aisi Thi Ki Dil Toot Gayaye Gam Na Hota Toh Koi Aur Gam Hota Mai Woh Bdnaseeb Hu Jo Har Haal Mein Rota
______________________________________________
Wo Tere Pyaar Ka Gam Ek Bahana Tha Sanam,Apni Kismat Hi Aisi Thi Ke Dil Toot Gaya,Ye Gam Na Hota To Koi Aur Gam Hota,Me To Wo Hu Jise Har Haal Me Rona Tha.
______________________________________________
Unke Bewafai Par Wafa Hum Karengeyaad Ko Unki Dil Se Juda Hum Karengeitna Chaha Phir Bhi Yakeen Nahin Aise Zindagi Jee Kar Kya Karenge
______________________________________________
Na Lana Kabhi Kisi Ko Kareeb Apne,Ho Kar Kareeb Aksar Wo Door Chale Jate Hai,Pal Bhar Ka Pyaar De Kar Wo,Zindagi Bhar Ka Dard Ban Jate Hai.
______________________________________________
Khushyun Se Naraz He Meri Zindgi.Pyar Ki Mohtaj Hai Meri Zindgi Hns Lete He Logo Ko Dekhane K Liye,”Wrna Dard Ki Ik Kitab Hai Meri Zindgi.
______________________________________________
Lekar Hum Dusro Ke Hasi Kya Kare Jo Apni Nahi Woh Khusi Kya Kare Isse To Behtar Hai Mar Jana Hume Jab Saath Woh Nahi To Zindagi Jeekar Kya Kare
______________________________________________
Aansu Ki Bundo Ko Noor Kr Diya,Tanha Jeene Ke Lye Majbur Kar Diya,Ye Kaisa Khel Khela Takdir Ne Mere Sath,Jo Dil Ke Karib Tha Mere Usko Hi Mujhse Door Kar Diya
______________________________________________
Zindgi Ka Raaz Tanhai Me Pa Liya,Jiska Gum Mila Apna Bana Liya,Humara Gum Sunne Ko Jab Koi Na Mila,Samne Rakha Aaina Or Khud Ko Suna Diya.
______________________________________________
Comments 6
Kiya bat ha dosto dard aur gam savi ke jindgi me ha do sikke ka pahlu hu agr jindgi jina ha to buland hosla rakho har musibat ka khusi khusi samna kar sakte ho apse aur hmse bhi jaya taklif
Me he wo har musibat ka samna kar rahe he jinhe na khane ka roti ha na rahne ka ghar
एक बार एक उदास बंदर मरने को गया तो जाते-जाते उसने सोते हुए शेर की गांड में ऊँगली डाल दी।
शेर उठा और गुस्से से दहाड़ा, “किसने किया ये? किसने अपनी मौत बुलायी है?”
बंदर: मैं हूँ महाराज।
शेर ने पूछा, “ये करते हुए तुम्हें किसी ने देखा?”
बंदर: नहीं महाराज।
शेर: ठीक है, एक बार और करो अच्छा लगता है।
कहानी का सार: अकेले रह-रह कर जंगल का राजा भी गांडू हो जाता है।
इसलिए अपने दोस्तों के संपर्क में रहें।
ग्रुप छोड़कर ना जाए
प्यार वो नहीं जो सफल हो जाये ,प्यार वो भी नहीं जो बिन लड़े हार जाए.प्यार तो देता है जीवन से संघर्स करने का जज्बा,जो साथ लड़ के मरे और अमर हो जाये……../////
मोहब्बत एक दर्द है ऐसा जिसमे सिर्फ तडपना है .
ये आग है ऐसी जिसमे खुद ही तड़प तड़प के जलना है .
वो तो चले गए हमे छोड़ कर ऐसे,की जैसे मै उनका कुछ था ही नहीं
अब सारी ज़िन्दगी उनके इंतज़ार में हमे तडपना है.
अब सारी ज़िन्दगी उनके इंतज़ार में हमे तडपना है ..
अपनी मजबूरियों से वो लड़ने लगे,देखो फिर से मोहब्बत हमे वो करने लगे.
टूट करके भी हमे वो भुला न सके,कितना ऐतबार हमपे वो करने लगे….
Rose is red sky is blue my love is true only for you.