Category: Love Shayari

World’s Scariest Bridges – Adventure Travel

Many courageous travelers seek out hair-raising bridges just for the thrill. From sky-high suspension bridges to dilapidated rope bridges, these crossings aren’t for the meek. All bridges serve a purpose, whether utilitarian or inspirational and some of them add a distinct element of fear. These scary bridges exist everywhere, in

Yeh Ishq Hi Hai Shayad…..

Yeh Ishq Hi Hai Shayad Kai Haste Haste Ankhoun Se, Ansu Chalak Se Jate Hain, Jitna Tumhai Bhulate Hain, Tum Or Yaad Aate Ho, Tum Or Hamein Satate Ho, Mera Dil Kai Khamosh Samandar Ko Tum Bekarar Kar Jate Ho, Dor Kharay Jese Mere Ghamoun Pe Muskurate Ho, Nazar Se

Dost Kya hai – A Short Poem on Friendship

किसी ने पूछा दोस्त क्या है ? मैने काँटो पैर चल कर बता दिया कितना प्यार करोगे दोस्त को? मैने पूरा आसमान दिखा दिया कैसे रखोगे दोस्त को? मैने हल्के से फूलों को सेहला दिया किसी की नज़र लग गयी तो ? मैने पल्को में उस को चुपा लिया जान

Unki Aankhon Ki Baat Kiya Karni

Unki Aankhon Ki Baat Kya Kerni Unki Aankhon Se Kya Nahi Seekha Besabab Muskura Dena Kabhi Phir Kabhi Yun Hee Udas Ho Jana Khushnuma Sitaroon Sa Apney Khuwabon Pe Chamaktey Rehna Ya Kabhi Dil Ki Aarzoo’on Ki Maut Pe Aik Pal Main Tarap Ke Ro Dena, Meri Aankhon Ke Motiyon

The ABC Of Friendship !!!

Khalid A is for all the nice things you do for me. B  is for being there for me. C is for coming to my rescue. D is for never deserting me. E is for your eagerness to please. F is for being quick to forgive G is for your

Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai

Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai, K ab Ye Lafz Bhi Ruswa bohut Hai, Udasi Ka Sabab Main Kiya Bataon? Gali Kochon Mein sannata bohut Hai, Na milne Ki qasam Kha K Bhi Main Ne, Tujhe Har Raah Mein dhunda

Pyaar mein hum Mshoor kya hue – Sms Collection

Pyaar mein hum  Mshoor kya hue, Har harkat deewangi lagne lagi, Lafz jo nikle HAAL-E-DIL Bayaan karne, Zamane ko har Baat shayri lagne lagi. ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~ Hansi Labon Pe Aur Awaz Mein Khanak Rakhten Hain, Dil Mein Daba Ke Dard Juban Pe Pyar Rakhten Hain, Kahin Chalak Jaye Na Aansu Darte

My Mood Today

Hi all , Yep I am sharing my mood today n believe me I am in toooooo bad mood today . Subah uthte hi bhajan sunna pada (These bloody ring tones ). Then mumma ka lecture to do puja n all that . And now from the unexpected one ;

Senti Shayari in Hindi

Mar jau mai agar to aansu mat bahana, Mar jau mai agar to aansu mat bahana, Bas kafan ki jagah apna dupatta chada jana, Koi pooche ki rog kya tha, To sir jhuka ke mohabbat bata jana.

Teri Yaad Aaye To Main Kya Karoon !!!

Khalid Teri yaad aaye to main kya karoon Tujh bin qaraar na aaye to main kya karoon Jaagte mein bhi tujh ko sochoon Sote mein bhi tere khawaab aayein to main kya karoon Tujhe bhoolne ki lakh karta hoon koshish Aankhon se teri surat na jaaye to main kya karoon