Youn hi tanhai mein

RelatedPosts

Youn hi tanhai mein ab dil ko saza detay hain.

Naam likhtay hain tera likh k mita datay hain.

Jab B nakam mohabbat ka koi zikar karay.

Log hanstay hain mera naam bata datay hain.

Ab khushi ki koi tarkeeb na sojhay.

Ab ye aalam hai k gham hi maza detay hain.

Kya zarorat hai k detay ho khud ko ye zahmat.

Lao hum khud hi nashaimen ko jala detay hain.

Ab tasalli nahi di jati mareez-e-gham ko.

Dekhnay walay B marnay ki DUa detay hain

author avatar
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe, Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 3

  1. gum says:

    bahut khoob
    sahab gum hame bhi bahut hai magar, yeh padh ke tassali hoti hai
    ki gum ki duniya me hamse se dhani aur bhi hai….

  2. Sapna says:

    Wow !!! Very Beautiful thought !!! Amazing !!!

  3. khalid says:

    “Youn hi tanhai mein ab dil ko saza detay hain.

    Naam likhtay hain tera likh k mita datay hain.”

    Wah kya baat kahi hai Heeren !!!
    Apne mehboob par koi aanch na aane paaye,sache
    aashqon ki yahi nishaniyan hain.Beautifull words!
    =========================================
    khalid.m@hotmail.co.uk
    =========================================

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *