Uss ladki se haaan mai bahut pyaar karta hun

tumblr love quotes

Wo saamne nahin par…Deedaar karta hun…wo aayegi nai par intazaar karta hun
Deewaangi mein dil ko bekaraar karta hun..
Uss ladki se haaan mai bahut pyaar karta hun

Kehti hain dhadkane ye meri…dil ka qaraar hai wo…
Kaise bhulaaoon usko DIL Se…haan pehla pyaar hain wo…
Marke b kam na hoga…dekho…aisaa khumaar hai wo

Wo aaj bhi meri hai…Iqraaar karta hoon
wo ayegi nai par intazar karta hun..
deewangi me dil ko beqaraar karta hun…

Uss ladki se haaan MAIN…Bahut pyaar karta hun…

2 Comments
  1. awesome love shayri you .have write here,.

  2. Hamne nibhaye hai vo har ek baate, jo humne aapse kahi hai, vo pal bhale hi chala gaye hum se door, par aaj bhi ehassas hai vo pyar bhari baato ka,zara si baat der tak rulati rahi, khushi me bhi aankhe aansu bahati rahi, koi mil k kho gaya, to koi khoke mil gaya, zindagi humko bas aise hi azzmati rahi, Aap hamare dard ki fariyaad sune na sune , Apna to farz hai aapko yaad karte rehna.

    Leave a reply

    Love Shayari and Whatsapp Status in Hindi
    Logo