Sweet Shayaris

Sweet Shayaris

Bahon me le lo mujhko ….K tanha hoon main.

Dhadkan me basa lo mujhko ….K tanha hoon main.

Tum nahi jo…Jahan mein kuch bhi nahi,

Mujh me sama jao…k tanha hoon main.

****

Phool ki tarah haste raho …To hum khush hain.

Dil kholkar jiya karo …To hum khush hain.

Ye nahi kehte k hame mila karo, …Bas roz yaad kar liya karo

To hum khush hain.

****

Geele kagaz ki tarah hai zindagi apni,

Koi jalata bhi nahi aur bahata bhi nahi.

Is kadar akele hain raahon me dil ki,

Koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi.

****

Kal raat khuda ne poocha,

‘Tu dosti me itna kyu khoya hai?’

Tab andar se awaaz aayi,

‘Doston ne hi di hain khushiyan,

Pyaar karke to hamesha ye dil roya hai’

****

Log kehte hain ladkiyan

zindagi hoti hain maut nahi.

Magar wo ye kyun bhool jate hain

K dhoka bhi zindagi deti hai,maut nahi.

****

Kya pata kab wo mukam aa jaye,

zindagi ki aakhri sham aa jaye.

Hum to un lamhon ko khojte hain,

Jab ye zindagi aapke kaam aa jaye.

****

66 Comments
  1. dipak mei agar nur na hota,
    Tanha dil majbur na hota,
    hum apko gudnite kahne zaror aate
    agar apke ghar itna dur na hota.

  2. bohath khubsurath hai ankhe tumhari banadijiye isse kismath humari,bas jaiye dil mein is tarha koi dekhe meri ankho mein toh nazar aye sirf surath tumhari.

  3. ITS REALLY GREAT,EXCEPTIONAL.

  4. you peoples shayaris r really good

  5. Amazing…fantastic…stupendous! Hats off to all these wonderful shayaris. Thank you so much !!!

  6. tumko dekha to haqikat kya hai pata chala,tumhe chaha to dil kya hai pata chala.dhadka ye dil aur dhadkano ka pata chala.har dhadkan ke sath aata tera naam mere juban par,ho kitne khaas tum pata chala,sochte the ki maut ko chahte the hum sabse jyada.maut aur tum ek sath aye jab samne to jindegi se hai kitna pyaar pata chala,jindegi ho sirf tum is baat ka pata chala.jindegi ho dirf tum is baat ka pata chala.

  7. koi khawabon mein yun aata hai
    dheme se sapno mein rang bhr jata hai
    dil mein hoga dard kitna use samne na pakar,
    wo aanjan ye samajh kab paata hai

  8. lafzon mein kaha bhi na jaye,
    chup koi rahe to saha na jaye,
    Yun hota hai kuch pyar ka aalam ke
    dil dard se bhar jaye aur roya bhi na jaye

  9. dil ek panna hai,
    ankhein uska aaina hai
    ankhon ke aaine mein jo tasbeer utar jati hai,
    wo dil ke panne par hamesha ke liye chhap jati hai.

  10. Dil se tadap k ek aah si nikalti hai,dard itna saha hai ki ankh bhi bhar ati hai,
    maut ka intejar to har lamha karte hain,
    par kambhaqt usne bhi aap se hi dosti nibhayi hai.

  11. Sapno mein roj dekhti hun tumhe,
    Chahti hun haqikat ban jaye ,
    Haqikat mein jo dekh nahi pati,
    dil tadap ke kehta hai ki phir wahi sapna aa jaye.

    For my darling husband.

  12. AAP KI SHAYARI KAMAAL HAI I LIKE IT

  13. labon pe aaj unka naam aa gaya,
    pyase ke haath mein jaise jaam aa gaya,
    dole kadam to gira unki bahon mein jakar,
    aaj hamara peena hi hamare kaam aa gaya

  14. yaar..you guys are amazing.. your shayris have actually made me cry..
    phele pyar karna nahi jaanti thi.. ab bhoolna nahi janti.. jo bhi kaho…jab pyar koh jaata hai.. toh aisa lagta hai ke zindigi hi chali gayi.. it sucks to be left alone.. app loogo ki shayri bari sahara deythi hai.. thank you

    • well sonia ji yaha to aksar tute dilo ki mahfil jama karti hia
      hum to bas kosish karte hai k koi pyar kare to use woh pyar mile ya koi pyar hi na kare 🙁

  15. labon pe aaj unka naam aa gaya,
    pyase ke haath mein jaise jaam aa gaya,
    dole kadam to gira unki bahon mein jakar,
    aaj hamara peena hi hamare kaam aa gaya.

  16. hi payar kiya to darna kiya

  17. this is awsm
    jab koi ek galti kare to voh anjaan
    jab voh do galti kare voh nadaan
    jab voh teen galti kare voh shaitaan
    jab voh galtiyaan pe galtiyaan kare o voh hindustan
    aur jo galtiyaan ko baar baar maaf kare voh PAKISTANNNN!!!!!!
    THIS IS ON THE BEHALF OF PAKISTANIESS!!

1 2 3 4

    Leave a reply

    Love Shayari and Whatsapp Status in Hindi
    Logo