Bahon me le lo mujhko ….K tanha hoon main.
Dhadkan me basa lo mujhko ….K tanha hoon main.
Tum nahi jo…Jahan mein kuch bhi nahi,
Mujh me sama jao…k tanha hoon main.
****
Phool ki tarah haste raho …To hum khush hain.
Dil kholkar jiya karo …To hum khush hain.
Ye nahi kehte k hame mila karo, …Bas roz yaad kar liya karo
To hum khush hain.
****
Geele kagaz ki tarah hai zindagi apni,
Koi jalata bhi nahi aur bahata bhi nahi.
Is kadar akele hain raahon me dil ki,
Koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi.
****
Kal raat khuda ne poocha,
‘Tu dosti me itna kyu khoya hai?’
Tab andar se awaaz aayi,
‘Doston ne hi di hain khushiyan,
Pyaar karke to hamesha ye dil roya hai’
****
Log kehte hain ladkiyan
zindagi hoti hain maut nahi.
Magar wo ye kyun bhool jate hain
K dhoka bhi zindagi deti hai,maut nahi.
****
Kya pata kab wo mukam aa jaye,
zindagi ki aakhri sham aa jaye.
Hum to un lamhon ko khojte hain,
Jab ye zindagi aapke kaam aa jaye.
****
Comments 66
second line kuch samaj mai nahee aaya. first line really very great. @jps – @jps –
hi how r u
Unse milna naseeb mein likha nahi
Unse bhichadna naseeb se mita nahi
Yeh khuda meri ek dua kubool kar
Unki har faryaad puri kar…
Aakhon ne aaknon ko aankon se dekha tha, un jhuki hui aakhon main ekraar ko dekha tha, jam unki aakhon main dekha to apne aap ko dekha tha.
fursat kise hai zakhmon pe marham lagane ki,nigahen badal gayi apne aur begane ki,tum na chod na sath humara kabhi,warna tamanna na rahegi naye rishta banane ki.
muhabbat main sharton ki adat nhi hum ko ,
k hum aksar shartain hara diya karte hai …
na uljhna kbhi humari wafa se tum ,
k aksar log hum pey dil haar diya karte hai…..:)(:
LOVE K LIYE SALA KUCH BHI KAREY GA YAAAR…………..
Zindagi 1 Raat Hai, Jisme na jane kitne Khwab hai,
Jo Mil gaya woh apna hai,
aur jo tut gaya woh Sapna hai,
(Be Happy Always)
hiiiiiiiii
tum jo b ho
gajab ho yar
thanks 4 this
for u jitendra:
tere janeja ke jane ka intazaar tha ki in sanson ko khatam hone ka intazaar tha,
is inthaan se dard ne thama tha damn mere ke chut kar se teri bahon dood ane ka arman tha….
KYA HU MAI AUR KYA SAMAJTE HAI MUZE ZAMANEWALE SAB RAZ NAHI HOTE BATANEWALE
KABHI AAKAR DEKHNA TANHAIYON ME HAMARI
KAISE ROTE HAI SABKO HASANEWALE
roti huvi doon aankhon se muskaan kaise
anjan ho khud tujhe pehchan kaise doon
tu hi to hai jaan meri
tu hi bata tujhe asma
jindegi ek talas bangayi
jo bhi mili woh bakwas bangayi.
yad kiya kerte the raat main unhe..
woh bhi humain chod bindas bangayi.
ISLE a pyar ke sisl sile mein padne ka nahi
agar hum na hote tho tumhe gajal kon kahata
agar hum na hote tho tumhe geet kon kahata
ye tho mohaabat ka aasar hai U hi nahi koi
pattar ke tukdoh ko taj mahal nahi kahate
woh dil hi kya dil hai jo kabhi kisike pyar me ek baar nahi tadpa hai
waqt k haathon likha hai zindagi ka safar,
waqt haathon aksar bichad jaate hai humsafar
WO UDHAR SAJH RAHI THI HUM IDHAR SAJH RAHE THE.WO UDHAR LAL HO RAHI THI HUM IDHAR SAFED HO RAHE THE.WO V CHAR KHONDO P THI HUM V CHAR KHONDO P THE.BAS FARK ITNA HAI WO DUNIYA BASANE CHALI THI HUM DUNIYA CHOD CHALE THE.JITU
janaja mere uth raha tha kya taqlif thi unhe ane mai ghar bheti pouch rahi thi or kitni der hai jane mai
masouka-a mere gumnaam ashiq ayi ho tere kabar per ji bhar k didar kar
ashiq- ae kuda ye kaise insaaf hai aaj hum kabar me hai or ye benakab hai