Romantic Hindi Shayari SMS

romantic hindi shayari sms

Muddat se jis k waastey DiL beqarar tha,
Wo lout kar na aaya magar intezaar tha,

Jo Humsafar tha chod gaya raah main mujhe,
Mai phas gaya bhanwar main or wo darya k paar tha,

Manzil qareeb aai to TuM door ho gaye,
Itna tou TuM batao k ye Kaisa Yeh Pyaar Tha ?

Deewar bana di ye kis ne dono k darmyan,
Na wo sukon se betha na mujhko qarar tha,

Ye baat umr bhar samajh na paya “ [)eewan! ”
Kyun DiL mera us wafadr ka talabgaar tha ..!!

1 Comment

    Leave a reply

    Love Shayari and Whatsapp Status in Hindi
    Logo