Yahan chahton ka sila nahi,
yahan dosti ka maza nahi,
yahan janay kesi hawa chali,
Rahi dostoon main wafa nahi,
yahan jal gaya mera aashiana,
Abhi badlon ko pata nahi,
Teray dar pe dastak de sakon,
ye haq to tum ne dia nahi,
Main raahi hon raah-e-umeed ka,
Mujhay manzilon ka pata nahi,
Be bas hon jahan main isqader,
jaisay mera koi “KHUDA†nahi,
MERI SAADGI MERA JURM HAi,
KOI AUR MERI KHATA NAHI.
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 5
Very nice shayari. Keep it up. 🙂
welcome all friend
sadgi jurm hai . yaa sach hi likha apne ise pad kar meri ankh se ansu nikal aye. dil ko touch kar ga e ek baar laga ye mere liye hi likh dali aap ne. renny
any body give me this ghazal plz
‘main na mil saka tu meri justju na karna tumhy kasam hay meri meri arzoo na karnaa
KABHI TO KI HOGI CHAND NE SURAJ SE MOHOBBAT
TABHI TO CHAND PE DAG HAI
AUR KABHI TO KI HOGO SURAJ NE CHAND SE BEWAFAI TABHI TO SURAJ ME AAG HAI
GAN