Hawa Jab Geet Gati Hai Mery Aansu Nahin Rukty
Tumhari Yad Aati Hai Mery Ansu Nahin Rukty
Main Khush Hota Hon Pani Mein Baha Kar Kaagzi Kashti
Magar Jab Dub Jati Hai Mery Aansu Nahin Rukty
Mein Din Bhar Khof Ruswai Ka Kitna Zabat Krta Hon
Magar Jab Raat Chaati Hai Mery Aansu Nahin Rukty
Kabi Jab Sarad Shamun Mein May Tmko Pukaron
Chalay Anaa K Her Sans Pay Aansoo Nahi Ruktay
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 3
Gr8 dil ko chhu gaya
Shikway Shikayato’n Ki Nahi,
Yeh Zarf Zarf ki Baat Hay!!
Tere Wehem-o-Gumaa’n Mein Bhe Hum Nahi,
aur
Tu Lafz Lafz Humein Yaad Hay
Kya aap jante hai ?
Pyar ek meetha zahar hai..
Pyar fursat ka vyapaar hai..
Pyar manavta ka dusra naam hai..
Pyar dilon ko kholne wali kunji hai…
Pyar ishwariya soundarya ki bhook hai..
Pyar samay aur isthan ki seema se dur hai..
Pyar ek yesa divya pushp hai, jo kabhi nahi murjhata..
Pyar ishwar ki den or jeevan ki madhurtam vastu hai. !!!