khud ko jalana chahta hu

ajeeb ladka hoon khud ko jalana chahata hoon main ,
khud ko kahi rakh ker bhool jana chahata hoon main ,
mere naseeb ki khushiyan bhi kab milli mujko ,
bas ek baar umer bhar ke aansu bahana chahata hoon main ,
najane kitni mohabbat hai ranj-o-gham se mujhe ,
koi bhi dard ho dil me chupana chahata hoon main ,
baha – 2 ke aansu bikher chuka hoon baut ,
simat ke zara ab muskurana chahata hoon main ,
jise ek umer dil me chupa ke rakha hai
wo raaz aaj sab ko batana chahata hoon main ,
wahi hai yaad jo acha kaha hai logo ne
baki sab bhool jana chahata hoon main ,
mujhe zamane ne pather samaz liya hai magar
main ek ladka hoon sab ko batana chahata hoon main .
mujse se jo rooth chuki hain zamane ki khushiyan
to un khushiyon se bhi rooth jana chahata hoon main……

By Raj

RelatedPosts

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 20

  1. anu says:

    chand se kuch mitti lana
    usse do putle banana
    ek tumhare jaisa
    ek mere jaisa
    un putlon ko tod k phir usi mitti se do putle banana..
    …taaki kuch kuch tum hum rah jaye..
    kuch kuch hum me tum rah jana….

  2. Anil Sahani says:

    I
    Love U Sapna
    Anil Sahani

  3. geet says:

    subah likhu ya shaam
    teri yaado ka mai kya du naam
    palke jo uthi de jaati hai inaam
    jo jhuki palke to paati hu khusiya behisawab
    kya tujhme kashis jane kya hai tujhme baat
    jo sochu tere baare me to uljhi puri raat
    raat me v na jaane the kaise jazwat
    aankhe band thi meri par hoto par the tere naam
    soyi thi mai ya thi jaagi na tha koi khayal
    sapno me hi bas tujhse karti rahi mulakat
    aur tere saare sawalo ka phir deti rahi jawaab.

  4. kaun jaane!

    shaihr kitnaa jalaa ho, kaun jaane!
    kahiin koi bachaa ho, kaun jaane!

    raheN ham is shaihr men – aur tum bhi
    yeh kiskaa faisalaa ho, kaun jaane!

    nazar milte hi uThTi hai yeh daihshat
    voh kya kuchh jaanta ho, kaun jaane!
    (daihshat =fear)

    nahiin tha bazm men yeh theek hai par
    woh aana chahtaa ho, kaun jaane!

    na kar toofaan par itnaa bharosaa
    kahiin woh khushnumaa ho, kaun jaane!
    (khushnumaa =pleasant)

    banaa kar kah rahaa hai who nasiihat
    hamaaraa vaaqi’aa ho, kaun jaane!
    (nasiihat = advice, fable, moral of a story)

    abhi to shaakh par hi tha parindaa
    udaa ho ya giraa ho, kaun jaane!

    woh mujh se mashwiraah le to rahaa hai
    magar kya sochtaa ho, kaun jaane!
    (mashwiraah = opinion)

    sunaayaa mujh ko jo kuchh aa’ine ne
    use kis ne kahaa ho, kaun jaane!

    bhalaa ab aasmaan naapenge kaise?
    yeh paunaa ho, sawaa ho, kaun jaane!

    use mujh se, miri har baat se hai
    mujhe kis se gilaa ho, kaun jaane!

    kisi ki aankh se yarqaan ud kar
    bahaaron par lagaa ho, kaun jaane!
    (yarqaan = jaundice)

    baseerat kar rahaa hai ham sabhoN ki
    woh khud kitnaa bhalaa ho, kaun jaane!
    (baseerat =judgement)

    kahiin yeh shaikh ki aaraa’ishoN se,
    khudaa ghabraa gayaa ho, kaun jaane!
    (aaraa’ishoN = embelishments)

    zamaanoN tak takii hai raah jis ki
    use kuchh ho gayaa ho, kaun jaane!

    likha tha naam, phir rad bhi kiyaa tha
    dobaara kyun likha ho, kaun jaane!.

    chalo hogi sazaa roz-e-qayaamat
    magar kaisi sazaa ho, kaun jaane!

    jise zindaa ya murdaa DhooNDate haiN
    woh apni Ayesha ho, kaun jaane!

  5. sweet sherry says:

    KHABHI GAMO SE TUMHARI MULAKAAT NA HO
    UDAAS BAITHE RAHO AISI KOI BAAT NA HO,
    SHIKAYAT HO HUME MAAF KARDENA
    FURSAAT MILEE TU HUMEE YAAD KAR LENA

  6. Govinda says:

    Ishq driya hai jiska koi shahil nahi hota.Har dil pyaar ke kabil nahi hota.Rota wo bhi hai jo duba hai ishq me.Rota wo bhi hai jise ishq hasil nahi hota.

  7. sai says:

    Yaadon Ka Aik Jhonka Aaya Hum Say Milney Barson Baad
    Pehley Itna Roye Nahin Thay Jitna Roye Barson Baad

    Lamha Lamha Dil Ujrra Hai Muskil Say Ye Ehsaas Huwa
    Pathar Aaye Barson Pehley Sheeshey Tootey Barson Baad

    Bhool Jaoon Kis Ne Torra, Kaisey Torra, Kyun Torra
    Dhoondh Rahey Ho Galiyon Mein Dil Ke Tukrrey Barson Baad

    Dastak Ki Umeed Lagaye Kab Tak Aakhir Jeetey Hum
    Kal Ka Waada Karney Waaley Milney Aaye Barson Baad

    Yaadon Ka Aik Jhonka Aaya Hum Say Milney Barson Baad
    Pehley Itna Roye Nahin Thay Jitna Roye Barson Baad

  8. RAHUL VERMA says:

    my filling for you
    1.Aname for you. pari
    2.A wish for you. good night..
    3.A song for you. chaha hai tujhko chahoonga hardam ….
    4.A gift for you. my littil heart….
    you needs any other say to me….
    mobail no. 9873486444

  9. RAHUL VERMA says:

    dil se aapka khayaal jata nahi …..
    aapke siva koi yaad aata nahi..
    hasrat hai ki roz dekhu aapko …
    par kambakhat ye sapna sach hota hi nani
    ~~~~~~~~~~SACH MEIN JAANU~~~~~~~
    9873486444

  10. RAHUL VERMA says:

    main hoon ek aaina meri khavais hai patthar ko pane ki..
    fir ek pal mein tutker bikhar jane ki..
    chahat bas itni hai mujh deewane ki ..
    apne hazaar tukdo mein tumahri tasveer sajane ki…
    only your sweet heart…..

  11. RAHUL VERMA says:

    i love you
    i love you
    i love you
    i love you

    oh shit
    RASNA bolna to bhool hi gaya tha………
    i love you RASNA…..

  12. pra says:

    Har phool ki ajab kahani hai,
    chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
    kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu dard ka ehsaas hai,
    lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai

    Pyar hai wo hasta huwa phul
    Jo har ek insaan ke nasib me nahi
    Jise milta hai pyaar wo is duniya ka
    khush nasib insaan hai
    Jise na mile pyaar wo na jane kaise ji leta hai?
    Isiliye jindgi me aa kar insaan ko kisi na kise se
    pyaar karna chahiye
    Ek bar apna dil kisi ke liye bekarar karna chahiye
    Is se jo khushi milti hai wo khushi kisi or cheej me nahi
    Is me mushkile bahut si hoti hai
    Magar use nibha kar aage badhne wala insaan hi
    Pyaar me kamyab kehlaya jata hai
    Harne wale insaan ka pyaar sachha nahi
    Pyaar insaan ko hasna sikhata hai
    Har dard me rona sikhata hai
    Pyaar hai wo ek darya
    Jisme kho jane ko ji chahta hai
    Isiko kehte hai pyaar
    Jo har pal hame yaado me
    Kho jane ko majbur karta hai
    Jaan se jyada is pyaar par
    Mar mitne ko dil chata hai
    Duniya ki najro se use chura kar
    Kahi dur le jane ko ji chahta hai
    Kyoki ye duniya kabhi do sachhe pyaar
    Karne walo ko milne nahi deti
    Magar dil me ho aas to
    Pyaar ki umido ko tutne nahi deti

  13. mohit says:

    u ppl r just awesome….simple love simple pain…dats all u say in a gr8 manner…

  14. vishal says:

    Mere Shehron Ko Kiski Nazar Lag Gayi,
    Meri Galiyonki RonaQ Kahan Kho Gayi,
    Roshni Bujh Gayi, Aagahi So Gayi,
    Hum To Nikle The Hathon Mein Suraj Liye,
    Raat Kyon Ho Gayi?

  15. chiru says:

    Mere Shehron Ko Kiski Nazar Lag Gayi,
    Meri Galiyonki RonaQ Kahan Kho Gayi,
    Roshni Bujh Gayi, Aagahi So Gayi,
    Hum To Nikle The Hathon Mein Suraj Liye,
    Raat Kyon Ho Gayi?

  16. chiru says:

    Har phool ki ajab kahani hai,
    chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
    kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu dard ka ehsaas hai,
    lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai

  17. chirag says:

    Pyar hai wo hasta huwa phul
    Jo har ek insaan ke nasib me nahi
    Jise milta hai pyaar wo is duniya ka
    khush nasib insaan hai
    Jise na mile pyaar wo na jane kaise ji leta hai?
    Isiliye jindgi me aa kar insaan ko kisi na kise se
    pyaar karna chahiye
    Ek bar apna dil kisi ke liye bekarar karna chahiye
    Is se jo khushi milti hai wo khushi kisi or cheej me nahi
    Is me mushkile bahut si hoti hai
    Magar use nibha kar aage badhne wala insaan hi
    Pyaar me kamyab kehlaya jata hai
    Harne wale insaan ka pyaar sachha nahi
    Pyaar insaan ko hasna sikhata hai
    Har dard me rona sikhata hai
    Pyaar hai wo ek darya
    Jisme kho jane ko ji chahta hai
    Isiko kehte hai pyaar
    Jo har pal hame yaado me
    Kho jane ko majbur karta hai
    Jaan se jyada is pyaar par
    Mar mitne ko dil chata hai
    Duniya ki najro se use chura kar
    Kahi dur le jane ko ji chahta hai
    Kyoki ye duniya kabhi do sachhe pyaar
    Karne walo ko milne nahi deti
    Magar dil me ho aas to
    Pyaar ki umido ko tutne nahi deti

  18. RAJ G says:

    > dhimi kadmon se jab wo hamare kareeb aate hain
    kya batayen hum kis jahan mein kho jaate hain
    lafz girte nahi hothon se
    yaaron hum kuch is kadar madhosh ho jaate hain.
    bhulen naa kabhi aisi koi yaad de do
    bhule se hi sahi,kabhi hamen aawaj de do
    yahan maut ka kise gam hai
    pal bhar ka tum gar saath de do.
    Agar saath do sanam to zara apne zakhmon ko see loon
    bebasi ke har lamhe ko ek ghont mein pee loon
    pal bhar muskura ke to dekho shaayad isi bahane do ghadi aur jee loon.
    is dil mein aaj bhi kisi ka pyaar baki hai
    is dil mein aaj bhi kisi ka intezaar baki hai
    maut ke baad bhi khulee hain
    aankhen kyonki aaj bhi kisi ka deedaar baki hai.!!!!!!!!!!!!!!

    Jholi ad ke kra faryaad rabba ik vaari milaade yaar
    saanu, Vakh hundeya v rooh na vakh hoyi, lain de
    dilaan d saar saanu, Vakh ho k dass mein kive jevaan,
    Rabba likh de zindgi de din 4 saanu, Jihnu pa k c
    rabba tenu bhull baithe, Kite bhull hi na jaave oh
    yaar saanu…

    > Kali chunni utte chitta phul kadai da.
    Ik ta teri yaad stave dooja fikar kamai da.
    tu ta kanjra thik hi hona,
    haal das sadi BHARJAI da… .

  19. avinav says:

    simply mast hai yaar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *