Waade bhi doston ne kya khoob nibhaye,
Zakhm muft aur dard taufe mein bhijwaye,
Is se badhkar wafadaari ki misaal kya hogi,
ki maut se pehle dost kafan le aaye..
`
Unka aashiyan dil mein basa rakha hai,
unki yaadon ko sine se laga rakha hai.
Pata nahin aap hi yaad aate hai kyon,
dost to humne hazaaron ko bana rakha hai
Originally posted 2017-05-17 12:56:02.