Category: Love Shayari

Kaha tha tum say mera

Kaha tha tum say mera intezaar na karna dunya chahey jo kahey tum aitebar na karna Aisa ho chuka hai kayee bar pehlay bhi ab ki bar tum koi bhi sawal na karna Din raat kat rahey hein ab to ussi k khyal mein wo lamhein wo ratein,unko yaad bar

pass akar sapne dekha gayi kyoi

pass akar sapne dekha gayi kyoi, akele safar mei saath de gaya kyoi, hoto ko muskuraht phir sikha gaya kyoi, ankho ki nami ko saath le gaya kyoi, sapno mei jine ki adat phir de gaye koyi, kya pata tha sahara dete dete phir besahara kar gaya who hi…

Hindi SMS’s – Dard hain dil Me

Dard hain dil Me per uska ehssas nahi hota , rota hain dil jab woh pass nahi hota barbad ho gaye ham unki mohabbat main, aur woh kahte hain is tarha pyar nahi hota…………………… ~~~~~~~~~~~~~~~~WWW.LOVE104.ORG~~~~~~~~~~~~~~~~ hum duniya ki bheer main tanha reh gaye hum un k her sitam ko hans

11th Annivarsary Of Kargil Vijay Diwas

26th July, 2009 11th Anniversary of KARGIL WAR Today is VIJAY DIVAS: 26th JULY, 1999 we captured our last hill from Pakistan. But… we lost some of our most valuable, great, brave, warrior BROTHERS.   ISALUTEto all those who have pledged their lives, for our PEACE –JAI HIND   527

Chaha Tha Jisse Woh Milla Hi Nahin !!!

khalid Chaha tha jisse woh milla hi nahin Laakh koshish ki lekin yeh faasla mitta hi nahin Khuda se jholi phelaa ke maanga tha usse Khuda ne meri kissi dua ko suna hi nahin Her ek se poocha tere na milne ka sabab Her ek ne bataaya woh tere liye

Dil Tod Diya

Kuch To Duniya Ki Inayaat Ne Dil Tod Diya Kuch Teri Mohabbat Ne Dil Tod Diya Hum To Samjhe The Ke Barsat Me Barsegi Sharaab Aayi Barsaat To Barsaat Ne Dil Tod Diya Dil To Rota Rahe Aur Aankh Se Aasu Na Bahe Ishq Ki Aisi Haqekat Ne Dil Tod

dosti naam nahi sirf doston ke saath rahe ne ka

ोस्ती नाम नहीं सिर्फ़ दोस्तों के साथ रेहने का.. बल्कि दोस्त ही जिन्दगी बन जाते हैं, दोस्ती में.. जरुरत नहीं पडती, दोस्त की तस्वीर की. देखो जो आईना तो दोस्त नज़र आते हैं, दोस्ती में.. येह तो बहाना है कि मिल नहीं पाये दोस्तों से आज.. दिल पे हाथ रखते

Pata Nahi Kyu Bewaja Jeena Padta Hai Mujhe

Tere Bin Jeena Padta Hai Mujhe Yeh Soch K Rona Padta Hai Mujhe Me Wo Nahi Jo Kisi K Dil Me Bas Saku Yun Rasto Pe Awara Firna Padta Hai Mujhe Paa Nahi Sakta Bhawra Kitna Bhi Chahe Phool Ko Ek Yahi Baat Se Dil Ko Samjhana Padta Hai Mujhe

bahot udas hun mein

Hi all, few days ago i received thi mail . really touching words … Mujhe gale se laga lo, bahot udas hun mein, Gham e Jahan se chuda lo, bahot udas hun mein, Yeh intezar ka dukh ab saha nahin jaata, Mujhe paas bula lo, bahot udas hun mein, Meri

Ruki ruki si thami thami si , thi meri yeh zindagi..

Ruki ruki si thami thami si , thi meri yeh zindagi.. Jeeti thi main bas yuhin , khud ki parwah nahi thi.. Jhoom kar aayi kuch aisi hawaein , dil churakar chali gayi.. Sochti rahi main, dhundti rahi main , neendein meri khogai.. Tha who ajnabi kuch aisa.. jo mujhse