Kya Kahun Tujhe?
Kya kahun tujhe? Khwab kahun to toot jayega, dil kahun to bikhar jayega, Aa tera naam zindagi rakh dun, maut se pehle to tera saath chuut na payega!
Kya kahun tujhe? Khwab kahun to toot jayega, dil kahun to bikhar jayega, Aa tera naam zindagi rakh dun, maut se pehle to tera saath chuut na payega!
Ahmed Faraz born on January 12, 1931 in Nowshera – Pakistan is considered one of the greatest modern Urdu poets of the last century and greatest living Urdu poet of present times. Faraz is his ‘takhallus’, whereas his real name is Syed Ahmed Shah. Faraz, who has been compared with
Palak Jhuka Kar Salam Karte Hai, Is Dil Ki Dua Apke Naam Karte Hai, Kabool Ho To Muskura Dena Aapki 1 Muskurahat Par Ye Jaan Kurban Karte Hai !! ` Zindgi Ek Chahat Ka Silsila Hai, Koi Mil Jata Hai,Koi Bichad Jata Hai, Jise Mangte Hai Hum Apni Duao Me,
Woh Kaisi Shakhs Hai K Her Roz Saza Deti Hai Phir Hansati Hai Wo Itna K Sab Bhula Deti Hai Kabhi Jo Ro De To Mujh Ko Bhi Bhool Jati Hai Aur Phir Bhool K Mujh Ko Bhi Rula Deti Hai Humaray Pas Na Aane Ki Kasam Kha Ker Woh
Pyaar ka to Dushman Zamana hai, Har Aashiq ke Pyaar ka apna hi fasana hai. Sab ko pata hai Ansu hi milte hai Pyaar me, Phir bhi kyun har koi Pyaar mein Deewana hai. ` Na kabhi yeh chupaya ki pyaar kitna hai.. Na kabhi yeh jataya ki Dard kitna
Dil main kuch baate hai khas karni hai kuch mulakate khas shyad unko bhi ye hoga ahesas jorose dhadakata hai ye dil jab wo aate hai pass.
Main Aksar Abb Sab Say Katraane Laga Hoon Khud Ko Abb Khud Say Chupane Laga Hoon Koi Mujh Say Agar Mere Dil Ka Haal Puche To Khabar Usey Kuch Aur Hi Sunaane Laga Hoon MeriTanhai Ka Abb Yeh Aalam Hai Apni Dastaan Khud Hi Gungunaney Laga Hoon Koi Ataa Bhi
Aankho Se Toote Hai Sitare To Kya Hua, Chalte Nahi Wo Saath Humare To Kya Hua, Toofan Ki Zad Me Azm Mere Saath Saath Tha, Kashti Ko Mil Sake Na Kinara To Kya Hua, Tanhaiyo Ne Mujh Ko Gale Se Laga Liya, Wo Ban Sake Na Dil Se Hamare To
sab se chupa kar dard jo woh muskura diya us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya lehje se uth raha tha har ik dard ka duhan chehra bata raha tha k kuch ganwa diya aawaz mein therao tha aankhoon mein nami thi or keh raha tha k mein
Dekh Kay Tumhain Nigahon Ko Yakeen Nahi Aata, Hai Husn Tera Bikhra Hua, Daman Main Simat Nahi Pata, Darr Hai Na Ho Jaoon Marz-e-ishq Main Mubtala, Tere Hi Khyalon Main Dooba Hoon Kuch Aur Nazar Nahi Aata, Tham Sa Gaya Hoon Unhi Lamhon Main Jab Dekha Tha Tujhko, Dilkush Nazara