more serious shayari part 2
By Heeren Tanna on Feb 7, 2007 in College Life Masti, Friendship Shayari, Hindi Shayari, Love SMS, Missing You SMS, Romantic SMS, Short SMS, Valentine SMS
Rakibo ke sir galat ilzame bevafai hai,
Gairo ne to sirf hava di hai, Aag apano ne lagayi hai!!!
Pyaar toh kiya mainey bahut,
magar izhaar na karna aaya …
usney poocha toh mujhsey bahut,
magar ikraar na karna ayaa…
husn-o-jawani ho to har aik ko gharoor aata hai
tere bahar adaoon ko dekh kar hamain saroor aata hai
tujeh bahar kaha to iss leye kay har mosaam
shajar se rooth bhi jaye to lot kar zaroor aata hai.
Us falak ke teer ka kya nishana tha
Jahan thee meri manzil wahin mera aashiyana tha
Bas pahunch hi rahi thi kashti saahil pe
Is toofan ko bhi abhi hi aana tha…
Sir se chaddar, badan se hava le gayi,
Zindagi hum fakiro se kaya le gayi,
Meri muththi mein to kuch sukhe hue phool hai,
Khushbo ko udakar hava le gayi,
Maien samandar ke sine mein chala gaya,
Raat ek mauj aayi Usen baha le gayi,
Chand ne raat ko Jagakar kaha,
Kssi ladake ne tumhari ashaqui le gayi…
—————————–—————————–—————————–
About the Author
Apny Taarof K Liye Bas Itna Hi Kafi Hai.. Hum Wo Rasta He Badal Lay Tay Hai Jo Aam Ho Jaye | http://www.facebook.com/heerentanna You can contact via email here or online here.

On Jul 7, 2008 at 10:15:47, hemant mittal said:
pyar kitna sacha hai aajma kar dekho. tumko bhul kar kya hogi dil ki halat, kabhi kisi aaiyene par pathar gira k dekho.
On Sep 23, 2011 at 03:08:13, satya said: