Tumne to peeche mud ke dekha nahi…

someone

Hathon se jaise rait fissal gayi
Tu waise meri jeevan se nikal gayi
Kar na saka mein kutch bhi
Bas dekhte reh gaya
Haath the mere khaali
Bas kutch yaadin de gaya
Unhe hi teh laga ke rakha hai
Saath mein kutch ansuoo ke
Kaan kaan de gaya
Tumne to peeche mud ke dekha nahi
Akela chod ke mujhe
Tu ek regi-sthaan de gaya
Rehne ko fuul kaam
Aur kante jayda de gaya
Dekhta hoon khud ko mein ek
Be-jaan samundar mein
Charon taraf hai rait ka shor
Aur mujhe ek tanhai de gaya
Yeh rista tha rait sa
Jo mere hathon se fissal gaya

RelatedPosts

author avatar
Mehul
Dil ne ham se jo kaha, ham ne vaisa hi kiya phir kabhi furasat se sochenge, bura tha ya bhala zindagi khwaab hai...
Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 1

  1. ravindra singh says:

    your best friend

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *