Tum ko apna banaana chahta hoon

Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
Tum ko apna banaana chahta hoon
Bhula kar apne sab gham
Tumhe dilse apnana chahta hoon
Tumhe tumhari ijazaat se
Apne dil mein basana chahta hoon
Apne naam k saath joar kar tumhara naam
Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon
Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane
Tumhe har dua mein mangna chahta hoon
Ho jaao tum meri

Originally posted 2017-06-05 10:46:46.

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

1 thought on “Tum ko apna banaana chahta hoon”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Popular Shayari posts

Categories