some dard n bewafaa shayari

some dard n bewafaa shayari

Kisiko apna banane me der lagti hai,
ek vada nibhane me der lagti hai,
pyar to pal bhar me ho jata hai,
magar unhe bhulane me umar lagti hai….

*****************
Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,
yaad unhe din rat kiya karte the,
ab un raho se guzra nahi jata,
jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!

*****************
gam-e-ulfat main hum had se gujar gaye,
ki unke isqe main hum deewane ban gaye,
humne to sunai thi apni daastain-e-dil unko,
vo zalim samjhe gazal aur wah wah kar gaye,

34 Comments
  1. aaj bhi unki nazro me RAJ wahi tha
    chehra wahi tha libas wahi tha
    kaise me unko bewafa kah do
    unke dekhne ka andaaj bhi wahi tha

  2. chere ki hasi se har gham ko chupao
    bahut kuch bolo par kuch na batao
    khud na rutho par sabko manao
    ye RAJ hai jindagi ka bas jite chale jao

  3. humesha kehti thi ki tumhe apna bana kar he choddungi,
    aur dekho apna bana kar chodd diya!! 🙁

  4. unke chehre pe ish kadar noor hai ki unki yaad main rona bhi manjur hai, BEWAFA bhi nahi keh sakate unhe pyar to hamne kiya hai woh to BEKASUR hai

  5. anshul ji maut khushnaseeb nahi hoti
    khushnaseeb marne wala / wali hoti hai
    insaan ya to sakoon se marta hai ya tadap – tadap ke marta hai
    isliye khushnaseeb maut nahi insaan hota hai

  6. > ” CHANDIGARH ” da bazar hove, kale rang di SKODA car hove.

    naal AK-56 Varga hathiar hove,
    hik de jor nal chaldi di sarkar howe .
    piche bethi Patiale di “SOHNI” mutiar hove .
    vekh ke Kudian kehan ” RAJ ” warga sada v KOI yaar hove…

    >
    dhimi kadmon se jab wo hamare kareeb aate hain
    kya batayen hum kis jahan mein kho jaate hain
    lafz girte nahi hothon se yaaron
    hum kuch is kadar madhosh ho jaate hain .
    bhulen naa kabhi aisi koi yaad de do
    bhule se hi sahi kabhi hamen aawaj de do
    yahan maut ka kise gam hai
    pal bhar ka tum gar saath de do .
    Agar saath do sanam to zara apne zakhmon ko see loon
    bebasi ke har lamhe ko ek ghont mein pee loon
    pal bhar muskura ke to dekho shaayad isi bahane do ghadi aur jee loon .
    is dil mein aaj bhi kisi ka pyaar baki hai
    is dil mein aaj bhi kisi ka intezaar baki hai
    maut ke baad bhi khulee hain aankhen
    kyonki aaj bhi kisi ka deedaar baki hai.!!!!!!!!!!!!!!

    –Original Message–

    Confidence :
    Once all villagers decided 2 pray 4 rain ,
    On the day of prayer all people gathered &
    only 1 boy came with umbrella thats confidence.

    Trust:

    Trust shud b like feeling of a 1 year old baby
    when u throw him in air,he laughs…
    bcoz he knows u will catch him.

    Hope :
    Every night v go to bed , have no assurance 2 get up alive
    in the next morning but stil v’ve plans 4 coming day.

    Keep Confidence;

    Trust in God

    & never loose hope..

    Rabba chak le ehna kudiyan nu kudi ik na rahe is jahan te ,
    ik aaj mare ik kal mare mela lageya rahe samshaan te ,
    ik din hove aitwaar da kafan mille na kise dukaan te ,
    ik lakadan millan ehna nu gilliyan jagha mille na kise kaberistan te ,
    main ena dard bhareya sher kade na likhda je koi kudi fasayi hundi is jahan te….

    CHUK CHUK ADDIYAN TU KARINGI UDEEK NI ,
    CHAM CHAM AKHIYAN CHO VEG PENE NEER NE ,
    HASSEYAN DE THALLE KIVE ATHRU CHUPAVENGI ,
    SADE VERGA YAAR SHAD SARI UMER PACHTAVENGI……

  7. Zulfon ko faila kar,
    jab koi mehbooba ..
    kisi aashiq ki kabar par roti hai,
    tab Mehshoos hota hai ke..
    Mout bhi kitni haseen hoti hai

  8. perabhjit ji pyaar to sabhi kisi na kisi se kerte hain ,
    lekin baut kam wo khushnaseeb hote hain jinko apna pyaar mill jata hai

    E zindagi, yun mujhse daga na kar,
    Main zinda rahun “uske” bina ye dua na kar,
    Koi dekhta hai usko to hoti hai jalan,
    E hawa tu bhi “use” chhua na kar…

    Zulfon ko faila kar,
    jab koi mehbooba ..
    kisi aashiq ki kabar par roti hai,
    tab Mehshoos hota hai ke..
    Mout bhi kitni haseen hoti hai….

  9. hello everyone namaste maine bhi kisi say pyarr kiya tha lakin woh bewafaa nikla din raat uskeliye mein rotti rahi our woh apna masti main hai

  10. karte the pyar jise milne se pehle
    woh mout he thi koi aur nahi
    samjha jise khushi mene
    woh siasat thi teri kuch aur nahi

  11. karte the pyar jise milne se pehle
    woh mout he thi koi aur nahi
    samjha jise khushi mene
    woh siasat thi teri aur kuch nahi

  12. Bahot accha likha hai…
    Its touching and the shayari which can be success to touch ones heart is great. 🙂

1 2

    Leave a reply

    Love Shayari and Whatsapp Status in Hindi
    Logo