Sukhe Hue Phool Jab Kitabo Mein Mil Jayenge, Bhool Se Phir Hum Tumhe Yaad Aayenge, Ehasaas Hoga Hamari Chahat Ka, Jab Dur Bahut Hum Tumse Chale Jayenge.
Woh Pal Aisa Tha Ki Inkar Na Kar Paaye,Duniya Ke Dar Se Ikrar Na Kar Paaye… Na Thi Zindagi Jiske Bina Mumkin,Usne Chod Diya Aur Hum Sawal Na Kar Paaye.
Tere Pyaar Ko Trasa Hoon Janmon Se,Ye Chahat Hai Meri Deewaani Sanam,Tujhe Kaise Dikhaaon Eska Asar,Kaise Mar Mar Ke Jeete Rahe
Kisi Ki Kashtiyonko Kinara Nhi Milta Kisi Ko Dhondne Se Shara Nahin Milta Logon Ki Khushiya Bi Apni Hoti Ha Ihume To Gum Bi Humara Nhi Milta
Pyar Ka Ajib Sila Dia Hai Usne, Meri Tanhaiyo Me Muji Ko Rula Dia Hai Usne, Kehti Thi Meri Jaan Hai ,Aaj Usi Jaan Ko Bhula Dia Hai Usne
Woh Kya Karenge Kadar Sharike Hayat Ki.Jinki Nazar Me Pyar Ki Kimat Zahej Hai…
Mana Ke Naseeb Me Koi Sanam Nahi,Phir B Koi Gum Nahi,Tanha The Or Tanha Jiye Ja Raha He,Badnaseeb To Wo He Jinke Naseeb Me Hum Nahi
Hum Kisi Ki Mohabat Ka Jawab Kya De,Khamosh Labon Ko Awaz Kya De,Khud Mit Chuke Hai Kisi Ki Mohabat Me,Kisi Ko Pyar Ki Saugat Kya De.
Na Pta Tha K Dil K Jgah Pathr Bi Hote He,Na Pta Tha K Dil K Jgah Pathr Bi Hote He,Hass K Nikal Jate He Woh,Yaad Me Jinki Hum Raat Din Rote He
Sataoge Hum Ko Rulaoge Hum Ko Par Kis Tarha Bhula Paoge Hum Ko Khuda Jane Kia Haal Ho Ga Tumhara Jab Kafan Mai Lipta Paoge Hum Ko…
Kabhi Wo Hum Pe Jan Dia Karte The..,Jo Kehte They Wo Man Lia Karte The..Kal Anjan Ban Kar Paas Se Guzar Gaye,Wo Jo Door Se Pehchaan Liya Karte The.
Ye Jo Mousam Hai Guzar Jayega Dil Uske Baad Shayad Behal Jayega Uski Bewfai Pe Maatam Kyu Kare Mujhko Malum Tha Wo Ek Roz Badal Jayega
Krta Rha Jo Roz Mujh Se Uski Burai Wo Shaks Ab Uska Tamanai Ban Gya Wo Pehle B Meri Mohabat Nahi Thi Phir Kya Hua Agar Koi Herjai Ban Gya
Use Udas Kar K Khud B Rona Thaye Hadsa B Kabhi To Hona Thawo Mujhe Todkar Phir Jodti Rahi Aksar Me Uske Vaaste Jaise Koi Khilona Tha…
Har Wqat Ek Ajeeb Sa Khayal Rhta Hai Kb Honge Fasle Kam Ye Swal Rhta Ha Iwaqt Se Kehte Hain Unhe Jldi Le Aaj Inke Bina Hr Pal Behal Rhta Hai
Khud Ki Mohabt Fana Kon Karega Sab Nek Banege To Gunha Kon Karega Ae Khuda Bewafa Sanam Ko Salamat Rakna Warna Roz Meremarne Ki Dua Kon Karega
Shaam Udas Thi Subaah Udas Thi,Kafan Me Lipti Hue Meri Laash Thi,Ae Mere Gharwalo Muje Wahi Dafnana Jaha Meri Aur Uski Paheli Mulakat Thi
Roz Banti He Ek Nayi Gum Ki Kahani Roz Zakhmo Se Apni Mulakat Hoti He Ant Hota He Jis Fasane Ka Dard Bhara Kisi Hasi Se Uski Shuruwat Hoti He
Dil Ko Bas Uski Yad Aati He,Wo Dil Ko Udas Kar Jati He,Koi Puchta He Hame Pyar Kitna He Dil Me,Kuch Nahi Kehte Bas Aankh Bhar Ati He
Comments 32
Wo na aae unki yaad akar wafa kar gai,
Unse milne ki umeed tabah kar gai
Aahat hui to socha asar dua kar gai,
Darwaja khol kar dekha majak humse hava kar gai..
tere seher main ham jaisa koi aaya bhi nahi tha ! Koi sapna ankhon main sajaya bhi nahi tha !! kis jurm main chheen le gai hamare hotho ki hasi ! hamne to kisi ka dil dukaya bhi nahi tha !!…
Kya kabhi apno se door ghar liya jaata hai ! vahi leta hai jo majboor kar diya jata hai !! ……kolkata
Ham jaante the ki wo bewafa hain or wo har baar dhoka dete rahe ! ham bhi dil k haathon majboor the jo unhe harbaar moka dete rahe !!…..
kabhi jo ham par jaan diya karte the ! hamari har baat wo maan liya karte the !! aaj paas se anjaan bankar gujar jaate hain vo ! jo kabhi door se pehchan liya karte the !!
Janaja hamara uth raha tha fir bhi takleef thi unhe aane main ! bewafa ghar baithe puchh rahe the kitna waqt or hai dafnane main
sawaal paani ka nahi pyaas ka tha ! Sawaal moot ka nahi saans ka tha !! dost to duniyaan main bahut hain magar ! sawaal dosti ka nahi visvas ka tha !!..
Aaj ham unhen bewafa batakar aaye hain ! unke saare khat paani main bhigokar aaye hain !! padh na le koi us bewafa k waadon ko ! is liye paani main aag lagakar aaye hain !!
इतनी भी नाराजगी अब यु जायज नही.दुरियो से हि सहि पर गुफ्फ्त्गु तो किजिये……?????
Dhundhti hain ye nazre tumhe logo ki nazar bachakar…..K kahin badnaam na tum ho jao humse nazre milakar..
Agar zid hai Ae dost tumhe ruth jane ki,To hume bhi pad gayi adat tumhe manane ki…Tumhare ruthne ki ye ada to achhi hai, Par kabhi to karo wada maan jane ki..Abhi-abhi to banaya hai nasheman humne, Zara sambhal ke kijiye taqleef muskurane ki….Nikal ke haath mere kafan se ye keh rahe honge, Ke abhi baki hai tamanna tumhe gale lagane ki……Humare mazar pe jab vo aayenge kabhi shamma jalane ko,,Tab humari ruh keh rahi hogi K..badal gayi hai kya rangat hawa zamane ki……..
@Shashikant Yaar life isnt a movie k ek hi baar pyaar ho,
And aaj kal aisa hota bhi nahi hai..
if u r that kinda person toh mil k khusi hui..
and thanks for sharing, aapki shayri bhi bahut achi hai..
Hi
everry budy i love u every body
but (hum 1 baar jite h 1 baar marte h isliye pyar bhi 1 baaar hi karte h)
jab jindagi mili to mout ki wazha bhi bani
unse dillagi hui to dil tutne ki bhi wazh bani
ishea dil kaa dard nahi takdir ki likhawat kahte h
milli manzil jo h hamen uski wahi wazha bani
koi kuch bhi kahe apni zindagi unhi ki wazhe se bani
Likh taaliya te naam oda miton joge reh gye, yaada odiya ch bas ron joge reh gye. Thak gaye aa zindgi nu yaara asi jee ke, bs mout wali neend hun soun joge reh gye.
hamara dard o ghum hai ise aap kiyu sahete hai..!?
ye aansu hamre hai aapki aankhon se bahete hai…!?
ghumo ki aag hai humne khu lagayi to aap kiyu jale..!
bohot roye hai magar aapki khatir ab na royenge ye waada hum aapse kiyu kare…!?
Tumhara sath pakar hansti thi ye palken, Tumhe udas dekh chalak padti thi. Salon se tumhare hi intezar me bichi thi ye palken, Tumhare jate hi barasti hai YE palken. Kabhi jo milte tumse, sharm se jhuk jati ye palken, Khushi ke aansu hote, khilkhilati ye palken. Laut aao ke, ab tumhare intezar me patthar ban gayi hai ye palken.
@rishika Thanks for sharing yours..
bahut ache se feelings ko labzo me utara hai…
@neha In short He’s asking you to propose 😀
Teri surat in nigahon me hai,Teri yaad dil ke nagine me hai,In labo pe ik tera hi naam hai, Teri tasveer chupi seene me hai,,
Humari zindagi me aana unki marzi thi, Hume rula ke hansana, Apni Jhalak dikhake mud jana unki marzi thi,,,,,””Aaj hume sare raah rota hua chhor gaye hai””Aur Daaman chudade hue kehte hai,,Hume andheron me dhundhna,Tumhari ghalatfaihmi thi……
Hi, Can someone please tell me the meaning of the shayari from Fanaa
Bekhudi Ki Zindagi Hum Jiya Nahi Karte,
Yun kisika ka Jaam Hum Piya Nahi Karte.
Unse Kehdo Mohabbat Ka Izhaar Aakar Khud Karein,
Yun Kisika Peecha Hum Nahin Karte