Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai
Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila He

Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se
Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai

Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal
Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai

Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya
Mein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai

The greatest pain that comes from love is loving someone you can never have.

Originally posted 2015-11-01 04:54:47.

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

8 thoughts on “Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai”

  1. Chand ne rab se chandani maangi, Suraj ne rab se roshni maangi. Rab ne jac humse pucha to humne daulat nahi bas aapki SHAAYARI MAANGI. Best shayars in the world..

  2. yaa heeren & amarjeet…u both are absolutely correct…sirf paana pyaar nhi…aur saath naa rehne se pyaar kabhi kam nahi hota ager wo saccha pyaar hain to…

    very nice shyari heeren…

  3. BILKUL NAHI SAATH AGAR NA RAHO TO PYAR KABHI KAM NAHI HOTA JESE TAMANNA NE KAHA AGAR PYAR SACHA HO TI HAMESHA PYAR BHARTA JAYE GA…BECAUSE THAT IS LOVE !! TRUE LOVE !!

    SWEET NA

  4. Yess, yeh to manna padega k

    “The greatest pain that comes from love is loving someone you can never have.”

    It is not necessary that the person we love …..hume bhi pyaar kare….

    Jisse hum pyaar karte hai…..woh khush rahe hai jahaan bhi hai…..
    Iss se badkar khushi aur kya ho sakti hai…..

    Kya saath na rehne mein pyaar khatam ho jata hai??

    *****************************************

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Popular Shayari posts

Categories