Mohabbat Me Hum Mashoor Kya Huwe..
Har Harkat Humari Deewangi Lagnay Lagi..
Lafz Jo Niklay Haal-e-dil Ka Bayan Karne ,
Zamane Ko Har Wo Baat Shahyari Lagnay Lagi
Log Har Mod Pe Ruk Ruk Ke Sambhalte Kyun Hain,
Itna Darte Hain To Phir Ghar Se Nikalte Kyun Hain.
Main Na Jugnu Hun Diya Hun Na Koi Tara Hun,
Roshni Wale Mere Nam Se Jalte Kyun Hain.
Nind Se Mera Talluq Hi Nahin Barson Se,
Khwab Aake Meri Chat Pe Tahalte Kyun Hain.
Mod Hota Hai Jawani Ka Sambhalne Ke Liye,
Aur Sab Log Yahin Ake Phisalte Kyun Hain.
Aap Ki Hasi Kabhi Kam Naa Ho
Aapki Aankh Kabhi Aasuon Se Nam Naa Ho.
Mile Zindagi Me Har Khushi Aapko.
Bhale Uss Khushi Me Hum Ho Naa Ho
Dosti Hum Ne Khoob Nibhayi Hai….
Dosti Aur Pyaar Me Na Koi Dewaar Banayi Hai….
Log To Dosti Karte Hain Chehre Dekh Kar….
Par Aap Ne To Dosti Ki Ek Alag Pehchaan Banayi Hai….
Comments 49
hiiiiiiiiiiiiiiiii i m Ashish……….
i love u Preety (Chintu)
harh aaya harh aayya agga laya bannn jedha sanu new yr wish na kare us di bhen di LUN :::::::
apne apne andaz hote hain,
Jagti aankhon main bhi khwaab hote hain..
Zaroori nahin ki gam main nikle aansu,
Muskurati aankhon main bhi sailab hote hain…
Mehfil me to kabhi yaad karoge,
Tanhai me to kabhi Faryad karoge,
Hum sa na mila tha aur na milega,
Kabhi to apni KISMAT pe naaz karoge.
Tera Muskurate hoye aana Hum ko acha laga
Wo Tera Sharam se guzar jana acha laga
Door se Dekhna wo Tera Pass aa ker
Nazrain Jhukana acha laga
Wo jo Barson se Tere Seene mai Qaid hai
Aankhon se batana acha laga
Tera jate waqt Murr ker na dekhna
Phir Qadmon ka Ruk jana acha laga
Tuu Falak ki tarha chaya tha Mujh per
Aaj wo Falak ka Toota Tara acha laga
Suna hai Mohabbat mai hote hain her taraf Andhere
Aaj Duniya ka wo Qaul sacha laga
Apne dard ko chhupana seekh liya,
Har baat par muskuraana seekh liya,
Aap jo kahein woh karte rehte hein,
Apne armaano ko dabana seekh liya,
Yakeen na ho to azmaan kar dekh bhi lo,
Hum to yahi kaheinge ki humne jeena seekh liya.
Meri aankhon mein joh tasveer basi hai,
Us tasveer mein hi meri taqdeer basi hai,
Kis tarah judaa kar dun usko apni aankhon se,
Mohabbat ki duniya mujhe ussi mein hi to mila hai…….
Yun Milke Mulakat na Ho saki…
Hontt kampe magar baat na hosaki…
Meri khamosh Nigah har baat keh gayi…
Aur unki shikayat hai ki baat na ho saki…..”
“Hum unka intezaar karte hi reh gaye…
Tumhari judaai ko sehte hi reh gaye…
Dil thamne ki koshish ki magar…
Ye kambakht aansu behte hi reh gaye…”
Aap ki badd-dua bhi dua bann k lagi,
aapke har gham ne bhi sukoon diya,
hum zinda hai toh yeh jaankar k pyarse na sahi par,
aapne hume yaad toh kiya…
Kabhi roke muskuraye, kabhi muskurake roye,
Teri yaad jab bhi aayee, tujhe bhula bulake roye….
Ek tera hi naam tha jise hazaar baar tha likha
Jise khush hue the likhkar use mita mitake roye…….
Mehfil me to kabhi yaad karoge,
Tanhai me to kabhi Faryad karoge,
Hum sa na mila tha aur na milega,
Kabhi to apni KISMAT pe naaz karoge.
samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta,
aankhn mai aansuu laa bhi nahin sakta,
tu saath chhodkar jaa rahi hai mera kasoor nahin tera,
har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa…….