Ahmed Faraz Shayari

Kissi Se Juda Hona Agar Itna Asan Hota “FARAZ” Jism Se Rooh Ko Lenay Kabhi Farishtay Na Atayyyy…..!!!! ———- Mere jazbat se waqif hai mera qalm FARAZ Main pyar likhon to tera nam likha jata hai.. ———- Socha tha k wo bohat toot kr chahe ga hume FARAZ Lakin chaha

Na Jane Dhoondtay Ho Kya Meri Weeran Aankhon Mein

Na Jane Dhoondtay Ho Kya Meri Weeran Aankhon Mein Chupa Rakhay Hum Ne To Kai Toofaan Aankhon Mein Kahan Woh Shokhiyan Pehlay Si,Ab Kuch Bhi Nahin Baqi Chalay Aaye Ho Tum Kya Khojnay In Be-jaan Aankhon Mein Kisi Ka Haath Lekar Haath Mein Jab Tum Mile Hum Se To Kaise

Kisi ke naam se pahle

Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the yahi sooraj nikalta thaa tumhare

Usay Bhool Ja………

Kahan aa ke rukne tha raste kahan mod tha usay bhool ja wo jo mil gaya usay yaad rakh’ jo nahin mila usay bhool ja wo tere naseeb ki barishen kisi aur chat pe baras gayeen dil e bekhabar meri baat sun usay bhool ja usay bhool ja main to

Kuch Ghamo k Sath Sath

Kuch Khushi k saye me or kuch Ghamo k Sath Sath, Zindgi kat hi gayi hai uljhano k Sath Sath, Aj tak uski thakan se dukh raha hai ye Badan, Ek safar mene kiya tha khuwahisho k Sath Sath, Kis tarha khaya hai dhoka kya bataon me tumhein, Doston k

Prayan Maah Pyar Nee Bajee Laghaavee Neh

Prayan Maah Pyar Nee Bajee Laghaavee Neh ,, Hashee Laishoo Amaaree Haar Thee Tamneh Jeetavane Neh ,,, Hashee Laishoo Khushee Jho Saampdeh Ammaara Aah Jeevan Nah Baag Maah Toh Ankho Mah Asrooo Lavee Neh Hashee Laishoo Ahee Jaaheer Mah Hashvoo Deewaana Noh Tamaashoo Chee Jho Hasvooh Avshe Toh Mukh Chhepavee

Short Love SMS Messages in Hindi

Doriyon se fark nahi padta hai, Baat to dilo ki nazdikiyo se hoti hai…. Dil k rishte to kismat se bante hai, Varna mulaqat to jane kitno se hoti hai

8 best moments in life

8 best moments in life 1> Giving the 1st salary to ur parents. 2> Thinking your love with tears. 3> Looking old photos & smiling. 4> A sweet & emotional chat with friends 5> Holding hands with your loved ones for a walk. 6> Getting a hug from one who

Mohobbat Nahi Mili

Tum Ne Keh Dia Kay Mohabbat Nahi Milli Mujh Ko Tu Yeh Bhi Kehney Ki Muhalat Nahi Milli Neendoo Kay Des Jaty Koi Khuwab Dekhtay Lakin Ghar Main Diya Jalaney ki Fursat Nahi Milli Tujh Ko Yu Khair Shehar Kay Logo Ka Khuf Tha Aur Mujh Ko Tu Apnay Ghar