Haseen Titliyoun Ko Sataya Nahi Kertey
Kabhi Periyoun Say Dil Lagaya Nahi Kertey
Zulm Kertey Hain Aksar Yehi Husan Walay
In Ko Chahat Ka Naghma Sunaya Nahi Kertey
Tor Deytey Hain Dil Ko Sada Hi Situmger
Or Waja Beywafee Bhi Bataya Nahi Kertey
Mehektey Rahay Hain Yeh Dil Kay Chaman Main
Mager In Pay Haq Bhi Jataya Nahi Kertey
Jalna Hay Ulfat Ki Rasmoon Main Lakin
Perwanay Shama Ko Bujhaya Nahi Kertey
Mohabbat Hay Kya Yeh Hum Say Poocho
Kabhi Raah-E-Wafa Ko Bhulaya Nahin Kertey
Comments 7
aitbaar nahi tha jahan pe bas pyaar pe yaqin tha,
jise maine pyaar kiya usse mujhse pyaar hi nahi tha,
ummid ki wafa ki bewafai mili mujhe chahat thi humsafar ki tanhai mili mujhe,
wahi pal gham de gaya jo sabse hasin tha,
jise pyaar kiya maine usse mujhse pyaar hi nahi tha,
bada ajaabe hai ya zindee ka rasta,
ajnabi mood pa kuch log dost ban jata hai,
mil na ke khushi da ya na da,
par bechard na ka gum jarur da jata hai..
Wah Jaan To Tu LAjawabh Hai He Teri Poem Bhi Teri Trha Bemisal Hai
Khilain Gey Phool Magr Tu Nahi Ho ga
Bohat Udass Aey Dost Yeh Abgeen Ho Ga
Koi US Ko Kaise Dhoond Paey Ga Naz…
Ke Woh Mujh Mein Chhopa Howa Yahin Kahin Ho Ga.
zakham itne gehre hai IZHAAR kay kare,hum khud nishana ban gaye,VAAR kay kare, mar gaya HUM par khuli rahi aakkhe,ab isse zyada unka INTAZAR kay kara hum…..
dil ke dard ko dil dodne wala kiya jane pyyar ke riwajo ko yai zamana kiya jane hoti kitni taklif kabar mae upar se phool rakhne wala kiya jane
hi friednd
kab sam udas ho ge , kab rat udas ho ge.
kafan ma lipte huee mare lash ho ge …
A muja dhaf na wolo muja wohie dhafna na
jha mare mahobuba sa mari mula kat ho ge …………,