KABHI KABHI JINDAGI ME JINDAGI SE MULAKAT HOTI HAI
KABHI KABHI DIL ROTA HAI TO BARSAT HOTI HAI
EKELE BHID ME NA CHOOD KE JAO MUJHE DOSTON
GUJARE HUYE LAMHOO SE PHIRKAHAN MULA KAT HOTI HAI,,
LOG CHALE JATEN HAI, ALFAZ CHALE JATE HAI,
KUCH LAMHON KE SAYE JINDAGI BHAR TADPATAI HAI
MOUKA KAHAN HOTA HAI KISI KO AAPNE PASS LANE KA
BITI BATON ME DUNIYA GAWANE KO,
WAQUT KI SUI SE HUM BHI GHUM JATAI HAI
KABHI-KABHI MUSAM KI TARAH DOST BHI BADAL JATE HAI
~~~~~~Posted by Heeren (m not writer of this just sharing good poems )~~~~~~~~~
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 8
Kuchh log mazboori main basal jaate hain kuchh paisa ke liye badal jaate hain
Sach to ye dost ki sabhi time ke saath badal jaate hain
Jo log khate hain saath jine Marne ki kasme
WO log bhi jahar dekar muskraate hain
Kuchh log mazboori main basal jaate hain kuchh paisa ke liye badal jaate hain
Sach to ye dost ki sabhi time ke saath badal jaate hain
Jo log khate hain saath jine Marne ki kasme
WO log bhi jahar dekar muskraate hain
Kuchh log mazboori main basal jaate hain kuchh paisa ke liye badal jaate hain
Sach to ye dost ki sabhi time ke saath badal jaate hain
Jo log khate hain saath jine Marne ki kasme
WO log bhi jahar dekar muskraate hain
Aksar log badal jate haiN kyu chehre naye dikhate haiN kyu.. Haqekat mein jab mil nahi pate sapne me phir ate haiN kyu…. kisi ko yun hansate hanshate khud hi rooth jaate hain kyu… Haarne ka gar jo dar hai itna To dil ki bazi lagate hain kyu…. jinko nafrat thi kabhi peene se mehkhane me nazar aate hain kyu.. bikte the kabhi jazbaat yaha par dil ki dukaan lagate hain kyu.. hausala jab daria paar ka tha sahil se hi laut jate hain kyu… jo rahte the gumsum se hardam Aaj itna chillate hain kyu… jab pyaar nahi hai dil me too Naam likhte hai mitate hai kyu.. kabhi apna kah kar bulate the Aj apno ko hi rulate hain kyu Aksar log badal jate hain kyu..
waqt k saath to sabhi badal jaate hai..
everything changes…..with time..
in reality ..nothing remains the same…
hum khud bhi to badal jaate hai..kyunk waqt k saath saath chalna zaruri e..
haan….yeh to sei hai k jab apna koi jo bahut kareeb badal jaaye to..it hurts..
sirf dost hi nahi…..rishte bhi badal jaate hain…
Lekin…..we have to move on with painful memories…
some which we forget as time goes by and some which stay fresh in our minds…..
this is life..
*****************************************
mujhe aapki shayari bahut achhi lagi
mai bhi likhti hu par aaplog ke aage mere shabd kuchh bhi nahi,
aapane thik kaha ki pyar aur intezaar ek dusare k bin adhure hai,
han ham jinse pyar karate hain unka hi to besabri se intezaar karte hai,
kyonki unpe khud se bhi jyaada ham aitbaar karate hain,
tabhi to jitana pyar hota hai hamsafar se utna hi narajagi jata kar ham takrar bhi karte hain,
aap apne unke bin adhure ham apne unke bin adhure tab tak jab tak intezaar karte hain intezaar ki ghadiyan khatm hote hi to ham sabse naseebwale ban jaate hai.jisaka intezaar ho jab use samne paate hain,
sacch kaha aapne kuchh dost hote hain jo mausam ki tarah badal jaate hai,
kahane ko to naam se dosat sabhi banate hain,
par dosti ke maayane ko kam hi samajhte hain,
kuchh log aise hote hai jo chhod jaate hain
bippati me aise jaise baarish ke baad baadal chale jate hai,
aise log dil ko jakham de badi tadhpate hai,
ye wo hote hain jo dosti ke maayane ko samajh nahi paate hai,
ek sacch dost wo hai jo kare dosti to nibhaye jarur kabhi dosti me wo jaaye na dur,
kabhi dosti ki kadi ko na tode,
kabhi dost ko gam me na chhode.