Woh akar meri maiyat par mujhse yeh boley
Jaaney se pehle humko tum maaf to karte
Kaha mainey yeh qabr se kyun aye ho yahan
Qabristan main bewafa aya nahin karte
Mere saathiyon ko tu kyun pareshan hai karti
Tu bahar jakar jahan chahe jitna bhi roley
Aye hain jo tere qadam to kaha khuda ne mujhse
Kehde apne dost se ise saaf to karde
Teri ruswai ne peecha nahin chora mera
Ab to mujhe chain se qabr main sone de
“nazar” ki hai yeh guzarish phir na ana yahan
Ab to meri ankhon ko araam se rone de
hashmat83