just came across a wonderful poem posted at nuts blog which i visit almost regularly ….:) so u guys n guls njoy this poem n i suggest you to visit her blog too .youll find some original collection there…
Mat roko rone do mujhe, Aansuon ko pee jane do…..
Woh chali gayi apni yaaden dekar, Uski yaadon mein he Kho jane do…..
Har pal roti hai aankhe meri, Ke ashkon ko bhi jum jane do…..
Ab to din ke ujale se bhi dar lagta hai, Mujhe raat ke andhere me kho jane do…..
Kaise bayaan karoon dil ka dard lafzon me, Ankho ko he sab keh jane do…..
Ab saha nahi jata usse judaai ka dard, Ke zahar ko hi mukti samajh kar apnane do…..
Ab koi tamanna nahi meri jeeene ki, Mujhe mout ke pehlu me so jane do….
In Comment By – Rupesh Kumar
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 20
Tute Hue Phool Khushbu De Jate Hai,
Bite Hue Pal Yaad De Jate Hai,
Har Kisi Ka Andaz Hai Apna Apna,
Koi Dosti Me Pyaar Toh,
Koi Pyaar Me Dosti De Jate Hai.
Keep writing dear
AAJ MERE ASPAS HAZARO LOG GHUM RAHE HAI LEKIN AAJ BHI MUJE YAAD AA RAHA HAI BACHAPAN KA WO KISSA JAB MERI CHHOTI BAHAN MUJE BIG B AUR BHAILA KAHKAR BULATI THI. KAUN JANE MENE USE KUCHH NAHI KAHA PHIR BHI WO MUJSE DUR CHALI GAYI KYA KARE ? KHUDA NE MERE HI SAATH AISA KYO KIYA ? KOI BAAT NAHI ME UN SAB KO BHULA DUNGA.
KOI HATU MARU AA DUNIA MA
KOI SAMJATU HATU MANE AA DUNIA MA
KOT NE LAGNI HATI MARA UPAR,
HAVE NATHI RAHYU EMANU J KAI
SPECIALLY MY ELDER SISTER
KRUPALI, ANKITA, RIPAL, KINJAL
hi
h!!!!!!!!!!
good day
tari julf ha kaya lamaha jangir k tukra
tara dard ha mari jaiger k tukria
agar tujha yaki na ho to dil chir k dakh la
mari ragh-2 sa niklanga mari tasbir k tukra
for agnabi friend
DOSTO PYAAR KABHI BHI MAT KARNA HAMESHA BEWAFI & DARD MILTA HAIN ISME.FROM GOPAL
MY EMAIL LAHOTIGOPAL@GMAIL.COM MO. 9414428860
hanskar wo gum ki saza dete hain,
zeher mein thoda sa pyar mila dete hain.
jab bhi naam aata hai unke diwano ka,
log meri taraf ungliyan utha dete hain..!
MY EMAIL LAHOTIGOPAL@GMAIL.COM MO. 9414428860
Har lafz ko kagaz pe utara nahi jaata,
Har naam ko sare aam pukara nahi jaata,
Hoti he dosti me kuchh raaz ki baaten,
Yuhin to iss khel me dil haara nahi jaata!MO.9414428860
really touching,nice poem.
pyaar ko tum pyaar na karo
jaab tak pyaar tum se pyaar na kare,
aur pyaar ko tum itna pyaar karo
ki pyaar kissi aur ko pyaar na kaare
dil ko aarzo hey k aap likein hamesha aisa
jo kare hum ko naaz aap jaisun per hameisha aisa!!!
with lots of love armaan*..keep up the spirit
it’s marvellous. keep writng dear.
palkon pe aa jate hein ansoo
tanhaai paakar behe jate hein ye ansoo
par aap ko hanste dekh sukh jate hein ye ansoo
Khuda aaj yeh faisla kar de,
Use mera yah mujhe uska kar de,
Bahut dukh sahe hain maine,
koi kushi to aab mukrara kar de,
bahut mushkil lagta hain usse dur rehna ,
judai ka safar kuch to kam kar de,
jitna dur chale gaye hain wo mujhse ,
utna unhe karib kar de,
nahi likha agar nasib mein uska nam ,
to khatam kar de yah jindagi aur mujhe azad karde
sorry i posted in hindi yaar ab mai kya karu
fantabulussssssssss ossum loved it……………….
Keep writing such poems. b
WOW !Its so nice . It shows my sorrow .I am waiting your nest poem .
Beautifull, just beautifull!
khalid.m@hotmail.co.uk
What a poem yaar!!! It really expressed sorrow. It talks about my sorrow.
hi