Tumhare pyaar mai hamne bahut chote khaye,
Jiska hisaab na hosake utne dard paye,
Phir bhi tere pyaar ki kasam khake kehta hu,
Hamare lab pe tumhare liye sirf pyaar aaye.
Ankhein khuli ho to chehra tumhara ho,
Aankhein bandh ho to sapna tumhara ho,
Mujhe maut ka dar na hoga,
Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho.
Ishq ibadat hai isse khone mat dena,
Bewafai gunah hai isse hone mat dena,
Agar aap kisi se sachcha pyar hai
Toa aapko khuda ki kasam usse rone mat dena
Pyaar To Jindagi Ka Afsana Hai ,
Iska Apna Hi Ek Tarana Hai ,
Pata Hai Sabko Milenge Sirf Aansu ,
Par Na Jaane Duniya Me Har Koi Kyu Iska Diwana Hai …
Originally posted 2017-04-05 07:59:53.
1 thought on “Love SMS Hindi”
Tumhare pyaar mai hamne bahut chote khaye, Jiska hisaab na hosake
utne dard paye, Phir bhi tere pyaar ki kasam khake kehta hu, Hamare
lab pe tumhare liye sirf pyaar aaye.