Kahin Aarzoo-E-Safar Nahi Kahin
Manziloon Ki Khabar Nahi
Kahin Rasta Hi Andher Hai Kahin Par
Nahee Khain Per Nahi
Mujhey Izterab Ki Chah Thi Mujhey Baykali Ki Talash Thi
Inhee Khawahishat Ke Jurm Main Koi
Ghar Nahee Koi Dar Nahi
Koi Chand Tootey Ya Dil Jaley Ya
Zameen Kahin Se Ubal Parey
Hum Aseeray Sauratey Hal Hain Humain Hadsat Ka Dar Nahi
Ay Haway-E-Mausam-E-Ghum Zara
Mujhey Sath Rakh Marey Sath Chal
Marey Pass Marey Kadam Nahee
Marey Pass Mari Nazar Nahi
Ya Jo Umer Bhar Ki Riaztain Ya Nagar Nagar Ki Musafitain
Ya To Roug Hain Mah-0-Sal Ke Yeh Tu
Gardashain Hain Safar Nahi ….. !
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.