Mohabbat Ka Matlab Intzaar Nahi Hota,
Har Kisi Ko Dekhna Pyar Nahi Hota,
Yu To Milta Hai Roz Mohabbat-e-paigam,
Pyar Hai Zindgi Jo Har Baar Nahi Hota…….! !!
Khamosh Raat Ki Pehlu Mein Sitare Naa Hote,
In Rookhi Aankhon Mein Rangeen Najare Naa Hote,
Hum Bhi Na Karte Parwah
Agar Aap Itne Pyare Na Hote……
Ek Ajnabi Se Mujhe Itna Pyaar Kyon Hai,
Inkar Karne Par Chahat Ka Ikraar Kyon Hai…
Use Pana Nahi Meri Taqdeer Mein Shayad,
Phir Har Mod Pe Usi Ka Intezar Kyon Hai…
Us Ajnabi Ka Youn Na Intezaar Karo
Is Aashiq Dil Ka Na Aitbaar Karo
Roz Nikla Karen Kisi Ke Yaad Mein Aanso
Itna Kabhi Na Kisi Se Pyaar Karo
Har Aahat Ehsaas Hamara Dilaayegi.,
Har Hawa Khushbu Hamari Laayegi.;
Hum Dosti Aisi Nibhaayengey Yaara!
Ki Hum Na Honge Aur Humhari Yaad Tumhe Sataayegi..! !!
Tammana-e-ishq To Hum Bhi Rakte Hain,
Kisi Ke Dil Me Hum Bhi Dhadakte Hain,
Na Jane Woh Kab Milenge
Jin Ke Liye Hum Roz Tadapte Hain.
Aansu Ko Bahot Samjhaya Tanhai Me Aaya Karo,
Mehfil Me Hamara Mazak Na Udaya Karo,
Is Par Aansu Tadap Kar Bola, Itne Logo Me Apko Tanha Paate Hai,
Isliye Chale Aate Hai!
Dil Ki Awaaz Ko Izhaar Kehte Hai,
Jhuki Nigah Ko Ikarar Kehte Hai
Sirf Paane Ka Naam Ishq Nahi.
Kuch Khone Ko Bhi Pyaar Kehte Hai.
Main Lafzon Se Kuch Bhi Izhaar Nahi Karta,
Iska Matlab Ye Nahin K Main Tujhe Pyar Nahi Karta
Chata Hun Tumhe Aaj Bhi Par Teri Soch Mein Apna Waqt Bekar Nahi
Karta,
Tamasha Na Ban Jaye Kahin Mohobat Mein Mera Islye Apne Dard Ko Bayan
Nahi Karta
Jo Kuch Bhi Mila Hai Usi Mein Khush Hu
Mein Tere Liye Khuda Se Taqrar Nahi Karta,
Par Kuch To Baat Hai Teri Fitrat Mein
Zalim Warna Tujhe Chahne Ki Khata Baar Baar Nahi Karta
Rich People Travel In Cars
Poor People Travel In Carts
But People Like U
Always Travel In Hearts.
Aapse Nazrein To Mila Lein Par Ye To Bataiye Ki
Aap Mein Aisa Kya Dekhein Jo Dekhte Hi Deewana Banade
Badi Mushkil Se Militi Hai Zindagi Sambhal Ke Rakhiye
Kahin Is Shama Ko Hum Parvana Na Banade
Dil Ke Dard Ko Dil Torne Wale Kya Jana,
Pyar Ki Rasmo Ke Yeh Zamane Wale Kya Jane,
Hoti Hai Kitni Takliff Kabar Ke Niche,
Yeh Upar Se Phool Charane Wale Kya Jane.
Har Khamoshi Ka Matlab Inkaar Nahi Hota,
Har Nakamyabi Ka Matlab Haar Nahi Hota.
Toh Kya Huwa Agar Hum Tume Na Pasake,
Sirf Paane Ka Matlab Pyar Nahi Hota.
Har Phool Ki Ajab Kahani Hai,
Chup Rehna Bhi Pyar Ki Nishani Hai,
Kahi Koi Zakhm Nahi Phir Bhi Kyu Yeh Ehsas Hai,
Lagta Hai Dil Ka Ek Tukda Aj Bhi Us Ke Paas Hai.
Tere Husn Ko Shabdon Mein Kaid Kar Raha Hoon
Jo Rahe Nakaam Woh Koshish Kar Raha Hoon,
Amber Pe Hain Lakhon Tare Chamakte
Ek Ko Is Zameen Par Chamkane Ki Koshish Kar Raha Hoon
Har Raahi Ko Mann Chaha Mukaam Nahi Milta,
Jisko Jee Bhar Pyaar Kar Sake Wo Insaan Nahi Milta,
Aasma K Sitaro Ki Tarah Hamare Armaan Bhi Bikhrte Rehte Hai,
Jo Apne Dil Mein Hamein Jagah De Sake Wo Meharbaan Nahi Milta
Sookh Jaate Hain Lub, Lufz Milte Nahi
Hota Nahi Humse Ishq Bayaan
Unhe Kaise Bataoon Dil Ki Lagi
Kaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan!
Tumhe Dil Main Basaye Rakhta Hoon
Aur Duniya Ko Bhoolaye Rakhta Hoon
Tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye
Iss Liye Nazarein Jukaye Rakhta Hoon
Kaise Kahe Ke Aap Kitni Khubsurat Hai,
Kaise Kahe Ke Hum Aap Pe Marte Hai,
Yeh To Sirf Mera Dil Hi Janta Hai,
Ke Hum Aap Pe Hamari Jawani Qurban Karte Hai…
Pyasi Nigaho Ne Har Pal Unka Deedar Maanga,
Jaise Amavas Ne Har Raat Chand Maanga.
Ruth Gaya Woh Khuda Bhi Humse,
Jab Humne Apni Har Duwa Mein Unka Saath Maanga
Saath To Mangne Se Mil Sakta Hai
Lekin Pyar Mangne Se Nahi Milta
Kyonki Pyar Kiya Nahi Jaata
Pyar To Ho Jata Dil Se Dil Ko Jab Koi Pyara Lagta Hai.
Yeh Raat Itni Tanha Kyun Hoti Hai,
Kismat Se Apni Sabko Sikayat Kyun Hoti Hai,
Ajeeb Khel Khelti Hai Yeh Kismat
Jise Hum Pah Nahi Sakte Usi Se Mohabbat Kyun Hoti Hai.
Logo Ko Aksar Kehte Suna:
“Zinda Rahe Toh Phir Milenge”.
Magar Aap Se Mil Ke
Isha Dil Ne Mehsoos Kiya Hai Ki,
“Aapse Milte Rahe Toh Zinda Rahenge”.
Is Jahan Me Mohabbat Kash Na Hoti,
To Safar-e-zindagi Me Mithas Na Hoti!
Agar Milti Bewafa Ko Sazae Maut,
To Diwano Ki Kabre Yu Udas Na Hoti!!
Tammana Se Nahi Tanhai Se Darte Hain,
Pyaar Se Nahi Ruswaai Se Darte Hain,
Milne Ki To Bahut Chahat Hai,
Par Milne Ke Baad Judaai Se Darte Hain
Gham Ko Bechkar Khushi Khareed Lenge.
Khwab Bechkar Zindagi Khareed Lenge.
Hoga Imtihaan To Dekhe Gi Duniya.
Khud Ko Bech Kar Aap Ki Khushi Khareed Lenge …….
Dil Mein Tumhari Apni Kami Chod Jayenge,
Aankhon Mein Intezar Ki Lakir Chod Jayenge,
Yaad Rakhna Dhundte Rahooge Humhe,
Pyar Ki Aisi Kahani Chod Jayenge.
Jante Hain Hum Zindagi Mei
Gam Khushi Se Kam Nahi
Tum Agar Meri Saath Ho Dost To
Ye Zindagi Bhi Kuch Kam Nahi
Muskurate Palko Pe Sanam Chale Aate Hein,
Aap Kya Jaano Kahan Se Hamare Ghum Aate Hein,
Aaj Bhi Us Mod Par Khade Hein,
Jaha Kisi Ne Kaha Tha Ke Theron Hum Abhi Aate Hein.
Yaad Aaye To Aankhen Band Na Karna,
Hum Chale Bhi Jaaye To Gum Na Karna.
Yeh Zaruri Nahi Ki Har Rishte Ka Koi Naam Ho,
Per Dosti Ka Ehsaas Kabhi Dil Se Kam Na Karna.
Kitna Pyar Karte Hai Hum Unse,
Kaash Unko Bhi Yeh Ehsaas Ho Jaye,
Magar Aisa Na Ho Ke Woh Hosh Mein Tab Aaye,
Jab Hum Gehri Neend Mein So Jaye
Dost dost se khafa nahi hota,
Pyaar pyaar se juda nahi hota,
Bhula dena meri kuch kamiyon ko,
Kyunki insaan kabhi Khuda nahi hota.
………………………………………………..
Kuch saalo baad najane kya sama hoga,
Najane kaun dost kaha hoga,
Phir milna hua toh milenge yaadon mein,
Jaise sukhe gulab milte hai kitabon mein.
………………………………………………..
Khuda se kya mangu tere vaaste,
Sada khushiyon se bhare ho tere raaste,
Hansi tere chehre pe rahe is tarah,
Khushboo phool ka sath nibhati hai jis tarah.
………………………………………………..
Manga tha maut toh zindagi de di,
Andheron ne bhi hame roshni de di,
Khuda se pucha kya haseen tohfa hai aap ke paas,
Jawan main usne tumhari dosti de di.
………………………………………………..
Dillagi dosto ke naam hoti hai,
dilldari dosto ki shaan hoti hai,
kahi bhi raho par rahoge dil me mere,
yahi sachi dosti ki pehchaan hoti hai.
………………………………………………..
Ruthne ka haq aap rakhte hai
manane ki chahat hum rakhte hai,
aapke hoton pe muskurahat yu hi bani rahe,
yehi dua rab se hum roz karte hai.
………………………………………………..
Aansu aapke bahey to gham hamara ho,
dil aapka dhadke to dhadkan hamari ho,
khuda karey humari dosti itni geheri ho,
ki saans aapki rukey toh maut hamari ho.
………………………………………………..
Bahut Meethi Hai Aawaz Tumhari,
Banado Isse Kismat Hamari,
Muzhe Zindagi Mai Aur Kay Chahiye Agar Mil Jaae Dosti Tumhari!!!!!
………………………………………………..
Ek phool bhi aksar baag saja deta hai,
ek hi sitara sansar chamka deta hai.
Jahan duniya bhar k rishte bhi kaam nahi aatey,
wahi ek dost jindagi bana deta hai.
………………………………………………..
Pholo ki mehak ko churaya nahi jata,
suraj ki kirno ko chupaya nahijata,
kitni vi duri ho dosti mein,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata.
………………………………………………..
Dard kafi hai bekhudi ke liye,
maut zaroori hai zindagi ke liye,
kaun marta hai kisi ke liyae
hum to zinda hai
sirf aap jaise dosto ke liye!!
………………………………………………..
Phool khilte rahein zindgi ki raah mein
hassi chamakti rahe aapki nigaah mein
kadam kadam par mile khushi ki bhaar aapko
dil deta hai yehi dua baar-baar aapko
………………………………………………..
Apne kya socha paigam nahi ayega,
socha k ye dost bhul jayega,
ye tho ada hai hamari satane ki
varna itna pyara dost kaun khona chahega
………………………………………………..
Apko mis karna rozki bat hai
Apko yad karna adat ki bat hai
Apse dur rehna ulfat ki bat hai
Magar ap jaise dost pana kismat ki bat hai
………………………………………………..
Kehte hai dil ki baat har kisi ko kahi nahi jati.
Apno ko bhi batayi nahi jati.
Par DOST to ayina hote hai
Aur ayine se koi baat chuppai nahi jati
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Comments 1,574
wo dosti kya jisko nibhana pade wo pyar kya jise jatana pade ye to ek khamosh ehsaas hai,wo ehsaas kya jise btana pade.
….palak
chale gaye the door ek pal k liye magar dil k karib the har pal k liye kaise bhulenge aapko ek pal k liye jab kho chuke hai khud ko har pal k liye
Kitna pyar karte hai hum unse,
Kaash unko bhi yeh ehsaas ho jaye,
Magar aisa na ho ke woh hosh mein tab aaye,
Jab hum gehri neend mein so jaye
Amit S.
I’m the harbinger of happiness
Sorrows come and finish on my lips
And grow as laughter
Though it is a pyrrhic victory,
I am happy
I escaped sorrows
And vanished it in my eyes
They couldn’t drench my eyes,
Moisten the heart
They couldn’t be the protagonist
Of my life,
They stand aloof
And watch how I treat them
I am the harbinger of happiness
Smiles come to me
And grow as laughter.
Suman K.
AANKHEN BAND KARTI HOON TO USSE DEKHTI HOON,
AANKHEN KHOLTI HOON TO USSE DEKHNA CHAHTI HOON,
APNI HAR SAANS MEIN USSE MEHSOOS KARTI HOON,
LOG KEHTE HAIN YE SACHHA PYAAR NAHIN,
PHIR KYON US KE LIYE MAIN PAL PAL MARTI HOON?
Suman K.
* MY DREAM *
*~* I THREW MY VISION
BEYOND THE HORIZON AS
FAR AS I CAN.
IN FACT, IN SEARCH OF THE
VERY MAN,
I WENT INTO THE LONELY
GREEN OF FOREST.
I SWAM THROUGH THE
WAVY BLUE OF THE SEA.
AND I TREKKED THE BROWN
HIGH OF THE MOUNTAIN.
I JOLT THE MOON AND THE SUN.
IN FACT, SEARCH OF THE
VERY MAN,
I KNOWCKED THE PALACE OF
THE QUEEN,
I PEEPED INTO THE HUT OF
THE BEGGER.
I SHOOK THE HAND WITH
THE HOLY CROSS.
AND THE HAND WITH THE
HORRIBLE GUN.
IN FACT, IN SEARCH OF THE
VERY MAN.
BUT IN VAIN, BUT IN VAIN
I COULD FIND NOT NOWHERE
THE MAN.
AND AFTER A LONG TIME IN
A FINE TWEILIGHT,
I WAS BREATHING MY LAST.
I FELT A SUDDEN SHIVERING
IN MY BLOODY HEART,
AND I HEARD A HEAVENLY
VOICE WITHIN.
“WHERE HAVE YOU HUNTED
FOR ME LIFE LONG?”
I ANSWARD: “ALL OVER THE EARTH.”
“OH!” THE SMILED A LITTLE,
“THEN I WAS ENLIGHTEING
EVERYONE’S HEART.” *~*
Suman K.
Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai
Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai
Bhula kar hame wo khush reh payenge
sath mein nahi to mere jane k baad muskuraye ge
Dua Hai Khuda se ki unhe kabhi dard na dena,
Hum to seh gaye par wo toot jayenge!
khuda kare ki pyar me kisi ka dil na toote
jaise rutha mera sanam kisi aur ka na ruthe
rota hai dil aur toot jate hain sapne
ankhon ke aansoo bhi nahin hote hain apne
sinha_0005@yahoo.com
Iss dil ko kisi ki aahat ki aas rehti hai,
Nigaah kokisi soorat ki pyaas rehti hai,
Tere bina zindagi mein kami toh nahi,
Phir bhi tere bina zindagi udhaas rehti hai
Amit S
MO. No. 9920963626
Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai
Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai Neend aati nahin aur raat guzar jaati hai
humhe kya pata tha ki unne bhi humare liye dua mangi ager unne humare liye dua mangi to unko bhanwanse unke liye lambi duwa mangi humne
Likhna hai to har labj kuchh aise likho ki kalam bhi Roneke liye majboor ho jayei, Har khayal me dard bhardo itna ki padhane wala bhi milne ko majboor ho jayei
I like very much najo you r good bady
aapki sayari hum apne website me rakhahai bhahot acha laga.
happy shabb-e-barat 2 everyone
aaj ham bichdre hain to kaaten rangile ho gaye
meri aankhe surkh tere haath pile ho gaye
kab ki patthar ho chuki thi meri aankhe magar
chu ke dekha to mere haath gile ho gaye
jaane kya ehsaas saaz-e-husn ki taro mein hai
jinko chute hi mere nagme rasile ho gaye
ab koi umeed hai “Shahid” na koi aarzoo
aasre tute to jine ke maiine kho gaye
aadami aadami se milta hai
dil magar kam kisi se milta hai
bhul jaata hoon mein sitam uske
wo kuch is saadgi se milta hai
aaj kya baat hai ke phoolon ka
rang teri hansi se milta hai
mil ke bhi jo kabhi nahi milta
tut kar dil ussi se milta hai….
i love ur shayeri,Toote howe khawabon mein haqiqat dhundta hoon,
Pathar ke dilon mein mohabbat dhundta hoon.
Naadan hoon mein ab tak yeh bhi nahin samjha,
Bejaan buton mein ibaadat dhundta hoon.
Mere jazbaaton ki keemat yahan kuch bhi nahin,
Beimaani ke baazaron mein sharafat dhundta hoon.
Is ajnabi dunia mein koi bhi apna nahin,
Gairon ki aankhon mein apni surat dhundta hoon.
Umeed ki thi pyar ki bas yehi bhool thi meri,
Girte hue ashkon mein apni hasrat dhundta hoon
Khushi jaldi me thi ruki nhi, gam fursat me the thahar gaye ,
logo ki najaro me fark ab bhi nahi hai, pahale mudkar dekhate
ab dekh kar mud jaate hai, Aaj parchhai se poochh hi liya maine,
kyo chalati ho mere saath usane bhi haskar kha dusra kaun hai
tere saath