Khalid
Likhi hai yeh ghazal sirf tere liye
Dewane bane bhi to sirf tere liye
Kisi ko nahin dekheingi ab yeh aankhein
Nazrein tarseingi bhi to sirf tere liye
Her saans mein yaad kareinge tujhe
Ye saans nikle gi bhi to sirf tere liye
Her pyar se pyare lagte ho tum mujhe
Maine pyar seekha bhi to sirf tere liye(mkm)
====================================
====================================
khalid
Comments 51
khalid bhai aapka kaisa shukriyada karru ke mujhe khud samhjme nahi aara dekho bhai aap to bohut bohut aache se aache ghazal`s likhte
Rafik Ali
Mere dost shukriya tau mujhe ada karna
hai ke meri post aap ko pasand ayi aur
yahan aa kar comment kiya.
==========================
khalid.m@hotmail.co.uk
==========================
aisa hai to aap muje mail karie
ya sms kariye
agar batana chahte hai to.
your small frnd & faaaaaaaaannnnnnnnnnnnnnnn
Dear Khalid Ji
Bahot achha likhte hai aap. aap ki likhi hui lino ko padh kr dil ko bahot achha laga. Hum aap k liye dua karenge ki aap aise hi likhte rhe..
Aur haan aap jis k liye bhi ye gazal likh rhe hai wo bahot khus kismat hai.
Best Regards
Sachin
Sachin
Bahaut bahaut shukriya mere dost itni sari
duaein dene ka aur shayari pasand karne ka.
Rab ji aap ko bhi bahaut sari khushion se
nawaazein !!
============================
khalid.m@hotmail.co.uk
============================
hello friend i am abhishek mishra hume aap ki ye poim aur gajal bahut hi pasand aai hai kya aap aisi kuch gajal aur de sakte ho jisme sirf dard bhara ho aur jo aap k liye best ho ………………………….. agar aap de sako to plz reply
………….. mai intejar karuga
is gajal k thanks …………………………..
Abhishek Mishra
Hello dost.Bahaut bahaut shukriya post pasand karne
ka. Ooper jahan title hai post ka,us k neeche mera naam
likha hai.Us par click karo ge tau tumein meri sari posts
mil jayeingi.
=====================================
khalid.m@hotmail.co.uk
=====================================
Nikhil
Hi Nikhil. Thank you so much for your comment.
Nikhil i only write on this website and no where
else. As far as sms is concerned to copy kar lo
na yaar.
Aur ye baat k “us” ka naam kya hai tau dost zara
yeh tau soaucho k yahan us ka naam mention kar
k apne pyar ko ruswa thora hi karna hai!!!!
===============================
khalid.m@hotmail.co.uk
===============================
muje aapki shayri bahot pasand hai par ye sirf net par hi qyu aapki shayri muje net se jyaada mobile sms pe pasand hai aap ne jise pyaar kiya hai uska nam to bataiye. app ka 1 dost banke muje khusi hogi.
you are great writer of poem
hi khalid
my name is priti
hume poems or gazals mai interest tha hi nahi
par jab aapki poems or gazals padi tab samjha ki dil ki baat sabdo mai kaisai likhte hai
u r too good
aapki bahot sari poems humni padi sab bahot aacha hai
Hi Priti
Mujhe bahaut khushi hai k main ne tumein
shayari mein dilchaspi diladi. Ab umeed karta
hoon k ye shauk chhoro gi nahin. Comment ka
bahaut bahaut shukriya dost !!
=============================
khalid.m@hotmail.co.uk
=============================
Shalu
Hi Shalu. Mujhe bahaut khushi hui ye jaan kar
ke tumein meri shayari pasand aai.
Itni sari duaein? Wow thank you so much my
friend. I am very greatfull.
=============================
khalid.m@hotmail.co.uk
=============================
HII , MY NAME IS SHALU. AAPKI SHAYARI HME BAAAAHHHUUT PASAND AAYE. KHUDA KARE AAP YU HI LIKHTE RHE.
AAPKE HAR KHWAB SACH HO. KHUDA AAPKO HMESHA KHUSH RKHE.
Vasudha
Duaon ke liye shukriya aur comment karne ka
bhi. I am very greatfull !!
=============================
khalid.m@hotmail.co.uk
=============================
khalid sahab apka jwab nhii kitna pyara likha hai
dil se dua hai tere liye tere liye…………….
koi asi ek saza dijiye hame,
chaliye aisa kijiye aj rula dijiye hame,
aap kobhool jaye to maut aa jaye hame,
dil ki gahrai se ye dua dijiye hame.
hiiiiiiiiiiiiiiiii very good shayari
Saurabh
Shukriya mere dost,apni rai pesh
karne ka.Bahaut khushi hoti hai
aap sab ka pyaar pa kar.
============================
khalid.m@hotmail.co.uk
============================
Hey Nice Post Khalid
Keep writing & keep posting 🙂
Yaaro hame bhi batoo hum kaya kare aaj kal hame bhi neend atti hai bahoot kam