Lagta nahi k sath nibhae ga dair tak,
Lekin wo muJh ko bhool na pae ga dair tak. . .
Jo bhi qareeb aae ga us k usay zaror,
wo meri dastan sunae ga dair tak
Dhonde ga wo muJhe inhi galiyon me aik “DINâ€
Dhonde ga,or muJh ko na paae ga dair tak
Me sahilon ki rait pe likhon gi us ka naam,
Wo pani pe mire naqsh banaega dair tak..
Kis haal me hon us k baad main,
Sun kar usey yaqeen na Aaega dair tak.
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 4
hi, I am Suman Shaikh and I am submitting my own shayri.
zindagi badi ajib hoti he kahin har to kahin dhoop hoti he hosla rakho samundar ki gehraiyon ki kinarope to zindagi ki saruaat hoti he.
It`s really very true and says exactly what I need at this moment.
So thanks a lot Heeren Tanna.
PRACTICE MAKE MAN PERFECT BUT
NO BODY PERFECT IN THE WORLD
SO WHY PRACTICE
live is heart of life