Home » Love Shayari » Kuch Khwaab Shayad Adhure Reh Gaye Hai

Kuch Khwaab Shayad Adhure Reh Gaye Hai

Together

Kuch Khwaab Shayad Adhure Reh Gaye Hai
Kuch Manzilen Shayad Hum Piche Chod Aaye Hai

Magar Ab Waapas Na Aa Sakenge Hum
Magar Ab Waapas Na Aa Sakenge Hum

Ke Bahut Dur Aa Chuke Hai Hum
Ke Bahut Dur Aa Chuke Hai Hum

~ ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

kuch khwab khwab reh jaate hai
kuch sapne adhure reh jaate hai

chahat ka wada wafa ki kasmein
kagaz pe chand tehrerein reh jaati hai

tujhse milna tujhe paane ki aarzoo
kuch khwahishein hasratein reh jaati hai

Originally posted 2017-03-02 00:16:03.