Tere intezar ki kabhi to kimat karega khuda
Kabhi to tuje who dega jo nahi mila
Kabhi to badlega judaai ka masum milan mei
Kabhi to khelenge phool chaman mei
Kabhi to sapne tere badlenge hakikat mei
Kabhi to chahat teri hogi mukamal
Kabhi to safar mei milegi manzil
Kabhi to teri nazar payege dedar
Kabhi to dadhkaga dil tera phir ek bar
Kabhi to mehsus hogi tuje phir se wahi kusbhoo
kabhi to samhjega khuda mera …
jo sukun hai iss mei kaha milta hai jannat mei
Comments 13
pyar to her kisi ko milta hai bas pahchan nahi pata hai
hi santosh
thanks for the comment pyr to eshaas hai mehsus kiya jata hai batana zaruri
nahi hota !!
hi mohit
thanks for the comment !! hope tum tik ho baat to sach hai pyr kismatwalo ko hi milta hai!!
hii pyar kismat valo ko milta h
Hi
thanks for the comment ritu baat meri nahi hai bas dua karo usske liye sunle jis ke liye ye poem hai
kya bat aapki
hi
thanks all
Priya pyaar ha duniya mei bahut naseebwalo ko naseeb hota hai aur ussa pyra kuch nahi hota …bas who ek dua ki tarah hota hai !!!
thanks Amarjeet for your comment
Hi Pallavi,
Tere intezar ki kabhi to kimat karega khuda
kabhi to samhjega khuda mera ..
very nice ,……
**********************************************
Hi Priya
Yaqeen karo duniya mein bahaut sare pyaar
karne wale mileinge warna yeh duniya ab tak
khatam ho chuki hoti.
Rahi baat pyaar mein jaan dene ki to,to yeh
bhi bilkull sach hai ke log apne pyaar mein
apne pyaar ke liye jaan de dete hein.Literaally
na sahi lekan apne pyaar ke bina jeena bhi to
maut se kam nahin na hota!
=====================================
khalid.m@hotmail.co.uk
=====================================
yaar kya sach me koi kisi se bahut pyaar karta hain ? kya sach me koi kisi k liye jaan jaan deta hai
hi
I am sure sunega, take care
yaar jo dil se yaad karte hai unki pukar wo jarur sunta hai
Pallavi meri dost, ab mujhe kissi kisam ki
fiqar nahin rahi.Mujhe yaqeen hai ke WOH
tumhari faryaad zarur sune ga.Meri sifarash
karne wali dost jo mujhe mil gai hai.Heeren,
Thank you so much mere yaar!!!
====================================
khalid.m@hotmail.co.uk
====================================