Kab Tum Mil Ne Ao Ge Ab Ye Hi Duwa Ham Karte.

12803202845908

12803202845908

Ab Ham Dekhei Tere Sapne Jab-Bhi Aankh Lagi Hai,
Kholun Aankhei Band Rakhun Teri Hi Tasweeren,

Diwane Tere Kitne Ham Kese – Tujhe Bat Layei,
Raat Or Din Teri Bate Ham Khud Se Kiya Karte Hai,

Tanhai Mein Bheth Ke Ab To ( Aahei ) Bhara Karte Hai,
Ho Gay Ham Khud Se Begane Tujh Se Chahat Kar Ke,

Ab Ham Ko Malum Nahi Hai Kese Din Ye Dhalte,
Kese Subha Aayi Hai Or Kese Sham Dhali Hai,

Nam Tera Likh -2 Kar Ham To Us Ko Chuma Karte,
Kab Tum Mil Ne Ao Ge Ab Ye Hi Duwa Ham Karte.

Originally posted 2016-07-18 19:25:38.

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Popular Shayari posts

Categories