Kaash vaadon ka matlab tum samajhtey

Kaash vaadon ka matlab tum samajhtey

Kaash vaadon ka matlab tum samajhtey,
Kaash khamoshi ka matlab tum samajhtey,
nazar miltee hai nazaroon say,
Kaash nazroon ka matlab tum samajhtey.
Koi ankhon ankhon main baat kar leta hai,
Koi ankhon ankhon main mulakaat kar leta hai,
Mushkil hota hai jawaab dena,
Jab koi khamosh rehkar bhi sawaal kar leta hai.

We will be happy to hear your thoughts
  1. Hi !hiren
    Jaan yaad rkho! MOHABAT tumahre sar par TAAJ rkhti hai
    to sath hee tumhain SOOLI par bhi chrha deti hai.jis trha woh tumharii ROOH ke sabzazaar ko shadab rakhti hai us hee trha waktan fawaktn bohat sii bekar aur khodroo ghaass ko trashtii aur chhanti bhi rehti hai..arey jaan humari duain hmesha tmhare sath hain lakin zra sambhal ke yeh jo tum karne wale ho ya jo shaid ho gya hai yeh barii zalim cheez hai zra khod ko bacha ke hehe:)

    Leave a reply

    Love Shayari and Whatsapp Status in Hindi
    Logo