Ishq to bedard hai bada
Ismei har ghadi dard hai bhara
Sholo ki dagar hai ye
kanto ka safar hai ye
viraniyo se guzarna hai ye
iss rah ki kyoi nahi manzil
rahi bhatak gaya to kuch nahi hasil
raato ko jagata hai ye
har ghadi tadpata hai ye
sapne dikhake bhulata hai ye
Is dard ka alam baya kya karu
itna hai ki kuch keh na saku
phir bhi khuda ki sabse koobsurat mehr hai ye
Comments 6
Yeh to manjur Hi nahi tujase door jana
Jabse teri ruh Se hum,
Rubaru Ho gaye……
hi pallavi
your poem is good and i like your poem ..
kya aap ne bhi kabhi pyar kiya tha kisi ko …
nice poem i like it ……
heeren Yaar yeh abhi tak zinda hai
hi
pyar who eshaas hai jo dil se shuru hota hai aur wahi kahtam ho jata hai, who
duniya se pare hota hai isliye ussme dhokha, selfishness jaise baato ke liye
kyoi jagah nahi hota… ek baat sahi hai dard hai isliye poems likhti hu per
ussme bhi kushi hai muje mila usse nahi !!!
pallavi g mujhe aisa lagta hai ki aap pyar me dhokha khai hui hai kyoki aap hamesha dard bhare poem hi likhati hai . if you dont mind
Hi Pallavi
Ishq aisa karo ke dhadkan mein bas jaaye
Saans bhi lo to khushboo ussi ki aaye
Pyaar ka nasha aankhon pe chhaye
Baat koi bhi ho par naam ussi ka aaye
==================================
khalid.m@hotmail.co.uk
==================================