Hi all,
Yaar socha ek din ke liye sad se romantic ho jate hai but jab kuch love ke sms post kiye comments ki bouchar ho gayi
koi puchta hai ab love hua kya , koi bolta break up hua kya,
“waise to dono dur dur tak mujse related nahi kyonki abhi love hi naih hua to break up ka to sawal hi nahi . so i am safe atleast abhi tak to 🙂 is par comment ane lage koi (Total 3 comments and 2 mails ) believe hi nahi karta aisa kuch nahi hai .
Ha koi bhi hasega yaar ki kisi 21 yrd old ki koi GF nahi yeh but zaroori to nahi ki sab ki ho yaar.
neway yeh hai aaj ki post (ab iska matlab kuch aur mat nikalna pls i jus do googling for searching some sms aur shayaris etc…)
Hum Ne Kisi Ki Yaad Main Rona Hi Chor Diya,
Apni Zindagi Ko Talaash Karna Hi Chor Diya.
Sab Beeti Hui Baatein Bhula Di,
Hum Ne Ab Dil Main Maazi Basana Chor Diya.
Kaanton Se Bhar Dete Hain Log Daaman,
Hum Ne Aangan Main Phool Khilana Hi Chor Diya.
Kabhi Na Maangen Ge Kisi Se Bheek Mohabbat Ki,
Is Hi Liye Hum Ne Pyaar Karna Hi Chor Diya.
Comments 7
Hum to kabhi tanha na the zindagi me is tarah,
Jitne tanha ho gaye tujhe pakar khone ke baad,,,,,,,,,
saath agar doge muskuraenge jarur…….
dosti agar dil sekaroge tonibayege jarrur…….
raah mein kitne bhi kantee kyun na ho………..
aawaz agar dil se doge to aayenge jarrur…….
Hello pooja dahiya ji,
ap ka post padha kafi dil ko chhune wala h magar mai nahi samajhta ki is duniya me sabhi log apki soch rakhte h, magar mai ummeed karta hun k Allah un aur sabhi ko ye sochne ki taufeeqe ata farmaye, AMEEN.
But plz ap mere comment se gussa mat hona kyon mai nahi chahta ki koi meri wajah se dukhi ho, I want to say something about girl, that’s real thing,
Log kehte hai ki ladkiya Zindagi hoti ha maut nahi,
magar wo kya jane, dhoka bhi zindagi deti ha maut nahi,,,,,,,,,
Hum hans hans kar gumo ko chupate chale gye
Par yeh kabkhat ansu bhari mehfil mai nikal atte hai
kitni baar kaha hai tanhayi mai nikla karo yun humra mazak mat udya karo
Tabhi ek ansu tapak kar bola hum tumhe bhari mehfil mai bhi
akela pate hai tabhi bina bulye chle atte hai………….
lakho khushiye kam hai tere diye gumo ko bhulane ke liye Ek gum hi kaffi hai mujhe umer bher rulane ke liye……………
Ae zindagi tu hi bata.
kaise tujhe mai pyar karu.
Jabki teri har ek subah.
Mari umar ka ek dim kam kar deti hai
ochnaceous overfierce shadowlessness quadrigeminous betting interestingness discompose psilotic
Titusville Church of Christ
http://www.wesleyan.edu/anthro/