geele kagaz ki tarah hai zindagi apni,

geele kagaz ki tarah hai zindagi apni, koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi. iss kadar akele ho gaye hai hum aajkal, koi satata bhi nahi koi manata bhi nahi.

By A friend – madhvi Samani

Originally posted 2017-08-06 02:36:50.

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

8 thoughts on “geele kagaz ki tarah hai zindagi apni,”

  1. khafa bhi rehte he,
    wafa b karte he,
    apne pyar ko wo bayan b karte he,
    na jane kesi narajgi hai unki hamse k hame khona b chahte he,
    or pane ki due bhi karte hai.

  2. Hum uski khushi ki dua mangte rahe,Behad
    or bepnah mangte rahe..
    aj wo khush hai kisi aur k sath,
    An samjh aya hum khuda se apne liye hi saza mangte rahe.

  3. Aasu ke kimat hai meri zindegi,
    Dill ke dard hai meri zindegi,
    So jatahnu ratoko chand ko dhek kar,
    Barna sarabki nasa hai meri zindegi.

  4. kagaz ki tarah hai zindagi apni, koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi. iss kadar akele ho gaye hai hum aajkal, koi satata bhi nahi koi manata bhi nahi.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Popular Shayari posts

Categories