Famous Bollywood movie Dialogues

Photo by Charles Deluvio

# Hum jaha khade ho jaate hai line wahise shuru hoti hai…
# Agar tune mujhe phir se hath lagaya to hath todkar aisi jagah gusa dunga ke jindgibar khana khana bhi muhse padega aur nikalna bhi.
# Iqbal sahab agar ek kagaz par mohor nahin lagegi to kya tara Pakistan nahin jayega ……..
# tere dil me meri saanson ko panaah mil jaae tere ishq me meri jaan fanaa hojaae
# John in Taxi 9211: Tumne mera meter down karne ki koshish ki hai raghu. Ab mein tumhara meter down karunga
# kiska vishwas jitna buhut asaan hain, ussay thodna usse zyada assan hain lakin mushkil hain usse nibhana
# Saale is line mein me tumhara baap hu..
# Ajay Devgan in Kaal : “kuch log shikar karne aate hai.. kuch khud ban jate hai”
# Ram mujhe apne dono bete vapas chahiye
# Aamir khan in “Rang de basanti” says: Collage de gate de is taraf hum life ko nachate hain to dusri taraf life humhe       nachati hai.
# Shahid in Ishk Vishk: tumhare hath mein likha hai ki tumhara mr. perfect tumhare samne rahega phir bhi tum use             pehchaan nahin paogi.
# This is a dialog from Bunty aur babli.Abhisheikh to Amitabh. “Is duniya mein do tarike ke log rehte hain….ek jo           sirf bolte hai aur ek jo sirf sunte hain.”
# Jackie in devdas: D se dil bhi hota hai D se dard bhi in dono ka rishta bahut gehraa hota hai bondhu.
# Bluffmaster: Goli woh chalate hai, joh demag nahin chalate
# Govardhan seth, Samundar mein tairne waale, kouon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain
# Agnipath : Topi sambhalo dinker rao hava bahut tej hai, ud jayega
# Be Positive yaar : Anil Kapoor in No Entry
# Ye chabi tu apne paas rakh Peter, ye taala to main ab teri jeb (pocket) se chabi lekar hi kholoon ga
# Emotions bhi kitne stupid hote hain na, Logic hi nahi samjhte…TUM BIN
# Amitabh: “Taqat logo ko jodne se badhati hai , unhe khilaph karne se nahi” (SARKAR)
# Sunny Deol in GADAR “eh muslmani hai loh ban gayee ab yeh sikhni”
# Jatin, zindagi ke safar mein bohat sare musafir milte hain lekin har ek ki manzil ek hi to nahi hoti! Oopar wale ne         shayd humari manzilen alag alag banayee hain!
# Villian : ye jante huve bhi, ki mai yahan hun, tu marne ke liye agaya? hero: marne nahi tujhe maarne aya hun
# apni zindagi toh hum jee chuke chunni babu,ab toh bas dhadkano ka lihaz karte hain,kya kahe un duniya walo ko jo       aakhiri saas par bhi aitraaz karte hain!-devdas
# Ekk baar, bas ekk bar mere aankho main aankhen daal kay kahe do ki tum muj say payar nahi karte

# akshaye:ye tumhare gaal pe kya hai? john:dari hai. maine aaj subha banayi thi. akshaye: tumne aaj subha banayi thi aur ab tak vaapas bhi aa gayi. ye shaving cream hai ya chavanprash
# Aamir khan to Ajay in Ishq : Zindagi mein teen chezoon ke pechey khabi nahi bagna chahia : bus, train or chokri. Ab latak gaya na bech mein
# Kal Ho Na Ho : Mere naina sirf Naina kon dhoond tey hain. mein ankhein band kerta hon toh tumhe dekhta hon.. aur jab ankhein kholta hon toh tumhe dekhna chahta hon!! I love u Naina i love u very much!!!
# Tum sarkar ko kya samajte ho? Sarkar ek system hai jisme janta bhi ek hissaa hai . hum tum yeh ghaav sab is system ka hissaa hai. agar is system mein koi kamin ho to ise theek karna hamari utni hi zimmedari hai jitni ki sarkar ki.
# Maan…..Maan wo hoti hai jis say hum bahut pyaar kartay hain, Maan …. wo hoti hai jo hum say bahut pyaar karti hai. Jo hum say aik pal bhi door nahin rah saktay aur jab wo maan humein chor kar chali jati hai hum udaas ho jatay hain…..
# Babu ji nay kaha gayon chod doo, app nai kaha ghar chod doo, sab nay kaha paro koo chod doo, paro nai kaha sharab chod doo, Aur ekk din aye gaa woo kahen gay yah Duniya hee Chid doo…….. SRK..
# Ajay Devgan In Kaal: Log kehte hai jahan sheron ke panjo ke nishaan ho vahan par admi chalne ki himat nahi karte.
# Ajay in kaal: kaha tha na saab zinda rahe to phir milengey. aap zinda bhi hain; aur phir mile bhi.
# Ajay in kaal:Saab ji kahaani to poori sunkar jate. sher ko apka badan nahi khoon chaahiye; use aapki saanson ki nahi hadiyaan tootne ki aawaz pasand hai; use aapke chillaaney ki aawaz pasand hai saab ji.
# Amitaabh throws bomaan in pool n he says: are yeh to kuch bhi nahi hai; mere behnoi ne to mujhe samundar main phainkaa tha.
# Na Wagt, Na log, Na halaat, Hame koi joeda nahin karsakta hain…Aryan ( vikas Bhalla) to Muskan ( jividha sharma ) in Tum Bin Jaaoon Kahaan
# TUM UDHAR JAAO, BAAKI IS TARAF JAAO, BACHE MERE PICHE…
# Bhagwaan ke sath tera dissuction ho gaya na buus……finish…..in MunabhaiM.B.B.S
# Aaj bhi main pheke hau paise nahi uuthaa….in deewar
# DUNIYA DO CHIZ NAHI BIKTI WOH HAI DOSTI AUR PYAAR
# Essse kahte maar marrenewala bhi riye aur maar khane wala bhi roye…in khakee
# In swades one old women to other,”APNE HI PAANI MAIN GHUL JAANA BURF(ICE) KA MUKKADAR HOTA HAI”
# Dil ke channe ko koy shayri kahe to parwa nahi taklif to tab hoti hai jab koy wah wah karta hai. (DEVDAS)
# Kise apne banaye koy is kabil nahi milta yaha paththar to bahot milte hai lekin dil nahi milta

RelatedPosts

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 4

  1. anonymous says:

    Dear ,
    sune suhaga us wqt hota jab new Movie mein koi material hota haan new movie mein material to bahoot hai lekin suna nahi ja sakta sirf dekha padta hai, dekho aur maza lo…. shayri nahi shayri ka janaza milega

  2. ranjit singh chouhan says:

    like it

  3. kalllu says:

    tinko ko agar zindgi pyari ho to wo aandhiyo ka rasta nahi roka karti

  4. Jitne v dialog Diya gya hai saare old movie se hai , isme new movie ka material hone se SONE pe suhaga ho jata.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *