Ek Talaash Hoti Hai

Ek Talaash Hoti Hai

Iss badi si duniya mein har shakhs ko choti si Ek Talaash hoti hai…

Kisi ko dost ki.. kisi ko pyaar ki.. kisi ko chahat ki .. aur kisi ko APNO ki …

Bass ek Apna joh sirf Apna ho ..shayad aur kuch bhi nahii!!

Yeh duniya hai bahut badi..
tum kaha me kaha pata nahi
Ek talash me nikla hoon
milogi tum ya nahi..

Yahan ho tum wahan ho tum
kidhar ho tum pata nahi
Dur se dekha to pass thi tum
Pass aaya toh Dur huye tum..

Dil doondta hai tumhe yahin kahin
bata toh doh milogi tum ya nahi
Ek talash main hoon aaj bhi
Mil sako toh mil jana kabhi yahin !!

5 Comments
  1. hu na na hu are na na tme
    su samjo 6o ha ha
    are hu to em kahu 6u net vagar na chale na na ane kam thay jaldi ha ha

  2. Apne khwabo ki tabir ki khatir
    Meri chhota sa sansar kyon ujar dala
    Yad kar wo din ek isara par maine
    Bhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dala
    Par thodi si gurbat ko dekh kar tum ne
    Mujhe beijjat aur badnam kar dala
    Maine hamesha tujhe pyar kiya hai
    Par tune khun ke aansu rula dala
    Tumhe rutha hua mahboob samjha tha main
    Par tune mujh se bewafai kar dala.

  3. Ho saka jis tarah bhi
    Uss tarah toda hai mujhe
    Zindagi ne maut ke kabil bhi na choda hai mujhe
    Kuch is tarah hai
    Apno ke ehsaan mujh par
    Todakar har baar sheeshe ki tarah,
    Joda hai mujhe….

  4. Dil doondta hai tumhe yahin kahin
    bata toh doh milogi tum ya nahi
    Ek talash main hoon aaj bhi
    Mil sako toh mil jana kabhi yahin !!

  5. Muje aaj b uska wo pyaar yaad aata hai,
    Jitna pyaar hum useh karte te, useh jyada wo humse kiya karti ti,
    Hamei afsos nahi unke chodne per,
    Hamein afsos hai toh bas apne aap per
    Jo uske ke pyar ko sambhalne mein nakamiyab rahe

    Leave a reply

    Love Shayari and Whatsapp Status in Hindi
    Logo