darr lagta hai..

Duriyo ka ehsaas na kara, pass ane se darr lagta hai

Mei tuje kareeb na pau, to jine se darr lagta hai

Zindagi tumhare bin kaise kategi sooch pane se bhi darr lagta hai

Kushi aur sukun ka ristha hai tuje se, phir bhi dil lagane se darr lagta hai

Ankho se ansu nikal jaye to gum nahi , per tere udass hone se darr lagta hai

Iss wafa ko kaal shayad nibha paye ya nahi, per tere tut janne se darr lagta!!!

By: Pallavi

Originally posted 2017-08-02 13:49:02.

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

23 thoughts on “darr lagta hai..”

  1. dear ,,,,,,

    u knw why god created a gap between ur fingers???? so that one day sm1 special vil cum in ur life n fill those gaps byholding ur hands 4ever…..

  2. AWAIS & A ZAHID

    Kahaan Aa Kay Rukney Thay Raastey,
    Kahaan Moor Tha, Ussay Bhool Jaa,
    Joo Mil Gaya Ussay Yaad Rakh,
    Joo Nahien Mila Ussay Bhool Jaa,

    Woh Tere Naseeb Ki Baarishein,
    Kisi Aur Chhat Pe Pe Baras Gayien,
    Dil-e-Bekhabbar Meri Baat Sun,
    Ussay Bhool Jaa, Ussay Bhool Jaa,

    Mein Too Gum Thaa Tere Hi Dehyaan Mein,
    Teri Aass Tere Gumaan Mein,
    Saba Keh Gayi Mere Kaan Mein,
    Mere Paas Aa Ussay Bhool Jaa

    Kisi Ki Aankh Mein Nahien Ashq-e-Gham,
    Tere Baad Kuch Bhi Nahien Hai Kam,
    Tujhe Zindagi Ney Bhulaa Diya,
    Tu Bhi Muskuraa Ussay Bhool Jaa

    Naa Woh Aankh Hi Teri Aankh Thi,
    Naa Woh Khuaab Hi Tera Khuaab Thaa,
    Dil-e-Muntazir Too Yeh Kis Liye Tera Jaagnaa,
    Ussay Bhool Jaa

    Yeh Joo Raat Din Ka Hai Khel Saa,
    Ussay Dekh Iss Pe Yakeen Naa Kar
    Nahien Aks Koi Bhi Mustaqil Sar-e-Aaena, Ussay Bhool Jaa

    Joo Bisaat-e-Jaan Hi Ulatt Gaya,
    Woh Joo Raastey Mein Palatt Gaya
    Ussay Rookney Sey Husool Kya,
    Ussay Matt Bulaa Ussay Bhool Ja

    >>>>>>>>>>>0333-8698890<<<<<<<<<<<

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Popular Shayari posts

Categories