Lafzo Me Jo Hum Baya Kar Nahi Paye….
Wo Bhi Is Dil Ki Halat Samjh Nahi Paye
Jane Kyu Aaj Bhi Ye Dil Unke Liye Dhadkata Hai…
Jo In Dhadkano Ko Kabhi Mehsoos Kar Nahi Paye…
Puchte Hai Hum Se Kaun Raheta Hai Dil Me
Kya Bole Unke Siva Aaj Tak Kisi aur Ko Dekh Hi Nahi Paye…
~~~~~~~
Unko apne haal ka hisaab kya dete sawaal sare galat the hum jawab kya dete Wo to lafzo ki hifazat bhi na kar sake phir unke haath me zindagi ki puri kitaab kya dete
~~~~
Izhare pyar ka ye andaaz nirala hai
Khamosh hai lab per ikrar piyara hai
Nazre hai juki juki per ankhoo may sharart hai
Teri tasveer nahi to kya tere lafzo ka sahara hai.
~~~~
wo roye to bahut pr mujh se muh mod kr roye, koi majburi hogi jo dil tod kar roye,mere samne kr diye meri tasveer k tukde, pta laga mrere peeche vo unhe jod kar royee…
~~~~
Har Raat ek naam yaad aata hai, kabhi subah kabhi sham yaad aata hai. jab sochate hai ki kar lu dusari mahobbat, par fir paheli mahobbat ka anjam yaad aata hai.
~~~~
Na Pucho Hamse Koi Bat Ke Zindgi Ek Sawal Ban Ke Rah Gai Hai,Dard Itna He Sine Me Ki Khushi Ek Khayal Ban Ke Rah Gayi…..
~~~~
Raat kya dhali sitare chale gayay, Gairo sa kya gila jab apna chalay gayay, Jeet to saktay thay ishq ki bazi ham bhi, Magar tumhe jitanay ka liya hartay chalay gaye
~~~~
Meri palkon ko bass unka intezaar rehta hai, Dil k kisi kone me uska hi pyar rehta hai, Gujar rahe hai raat aur din unki yaad me, Bass hume to uska intezaar aur pyar hi yaad rehta hai…
~~~~
unki kami se dil mera udas hai, par muje to aaj bhi unke milne ki aas hai….Zakham nai par dard ka ehsas hai, aisa lagta hai dil ka ek tukda aap ke pass hai.
Comments 6
hum apne sabr ki azmat badhaye jaate hai,ki gam hai dil me magar muskuraye jaate hai….its really very nice,…all the best sheeba
phurkat ki havayain hai,Mosham bhi suhana hai.ease me milne chale aao,college bhana hai.
good morning
guddiya
as salamu ale kum
mit chuki he meri har khushi
mit chuki he meri har khushi
muskurane se kya fayda
mere daman me he dag tera
ab mitane se kya fayda
lut gai he meri har khushi
ab bachane se kya fayda
tu mera tha na ho ga kabhi
ye btane se kya fayda
umr bhar tadhfe tere liye
ab jatane se kya fayda
tu milega he dil ko yakin
teri banhon me nille ye dam
moot hojayegi fir hansi
fir tadaf ne se kya fayda
ye to dil ki hei bate sabhi
ab btane se kya fayda
apna khyal rakhna
written by hameeda ameer
allah hafiz
dosti aur pyar nadi pe gumne gaye.
pyar nadi me gir gaya.
q?
qki pyar andha hota h.
uske piche dosti bhi gir gayi.
q?
qki dosti kisi ka sath nhi chodti……