Category: Urdu Shayari

Awesome Urdu Shayari

Kalam Chalti Hai To Dil Ki Awaz Likhta Hu, Gam Aur Judai Ke Andaz-e-bayaan Likhta Hu, Rukte Nahi Hai Meri Aankho Se Aansu, Mai Jab Bhi Uski Yaad Me Alfaz Likhta Hu.

Koi Ghazal Suna Ker Kya Kerna

Koi Ghazal Suna Ker Kya Kerna, Yoon Baat Barrha Ker Kya Kerna..? Tum Mere Thay Tum Mere Ho, Duniya Ko Bata Ker Kya Kerna..? … Tum Ehad Nibhao Chaahat Say, Koi Rasm Nibha Ker Kya Kerna..? Tum Khafa Bhi Achay Lagtay Ho, Phir Tum Ko Mana Ker Kya Kerna..? Tere

Kaise Kahoon Ke Apna Bana Lo Mujhe !!!

Khalid Kaise Kahoon Ke Apna Bana Lo Mujhe Bahon Mein Apni Samaa Lo Mujhe Bin Tumhare Aik Pal Bhi Ab Kat-ta Nahin Tum Aa Kar Mujhi Se Chura Lo Mujhe Zindagi To Woh Hai Sang Tumhare Jo Guzre Duniya Ke Ghamon Se Ab Chhura Lo Mujhe Meri Sab Se Gehri

Dard Bhari Romantic Shayari with Image

Jab dil mein hai dard kehlaata hai palkon pe aate hi ashk ban jata hai de do jo tum ise likhai ka roop to safhe pe aate hi sher samaj aata hai Bhool Jana .. Bhula Dena .. Faqat Ek Wehem Hi To Hai ,, Dilo’n Se Kab Nikaltey Hain

Maa,Meri Pyari Maa,Tu Chali Gai Mujhe Chor Kar !!!

Maa,Meri Pyari Maa,Tu Chali Gai Mujhe Chor Kar !!! By Khalid Maa ne mujhe is tarah pala hai Nakhuda ne kashti ko jaise toofan mein sambhala hai Meri shararton se jo hansi us ke chehre par aai hai Yeh saughat baharon ne bhi nahin paai hai Us ki be-laus mohabbat

Urdu Poetic SMS – MERI YAADEIN HI PAAO GE

Zindagi Kis Tarah Bitaao Ge“, Paas Jab Apne Humen Na Paao Ge“, Din Me Tanhaaiyaan Sataayen Gi“, Raat Ko Chaunk Kar Uth Jaao Ge“, Raat Bhar Neend Kiyon Nahin Aati“, Tum Yeh Khud Bhi Samajh Na Paao Ge“, Laug Poochen Ge Is Tanhaai Ka Sabab“, Kiya Chhupaao Ge“ Kiya Batao

Tum Sirf TumHo Zindagi Meri !!!

Khalid Paas Aao Ik Ilteja Sun Lo Pyaar Hai Tum Se Be-panah Sun Lo Aik Tumhi Ko Khuda Se Manga Hai Jab Bhi Mangi Koi Dua Sun Lo Ibtida Ishq Ki Hui Tum Se Tum Ho Chahat Ki Inteha Sun Lo Bin Tere Jee Nahin Sakunga Main Laut Aao,Meri Sada

Ahmad Faraz Shayari

Ahmed Faraz born on January 12, 1931 in Nowshera – Pakistan is considered one of the greatest modern Urdu poets of the last century and greatest living Urdu poet of present times. Faraz is his ‘takhallus’, whereas his real name is Syed Ahmed Shah. Faraz, who has been compared with

Shayari On Dosti And Pyar

Kal raat khuda ne puchha, tu itna dosto mein kyun khoya hai. tab andar se ye awaaz aayi, dosto ne hi to di hai khushiyan, pyar karke to hamesha ye dil roya hai..

Urdu SMS Collection

Ghalib Sun! Yeh Duniya Hai… Duniya!, Duniya Mein Ghum Chhupana Padta Hai, Dil Main Chahe Lakh Ghum Ho, Mehfil Mein Muskarana Hi Padta Hai Ashkon Ko Humne Kayi Baar Roka, Phir Bhi Na Jane Kyon Ankhen Dhoka De Gayi, Bharosa To Tha Hamein Apne Aap Par Magar, Unka Zikr Aate