kyo jab bhi tuje sochti hui
barsaat hoti hai,
baraste pani sa yaad judthi hai,
dil phir sochta hai tuje,
kya abhi bhi kuch baki hai,
har kushi hai tere pass,
phir bhi kyoi udassi mahsoos hoti hai,
dil ka ristha nahi hai ye,
phir bhi dil se nikalta kyoi nahi,
khali pan bartha kyo nahi,
shayad barastha pani ehsaas dilta hai, tu saath hai dur nahi………………………
By – Pallavi
Comments 12
Hi ankesh,
I agree with your comment unohne hme hr rolaya hum seh gye
or hmne unhe ek baar rulaya to wo bura maan gye//////////
rashi lodhi
your friends
will u friendship me please
ktra-ktra behte rahe aansoo,
aor hum unhe rok n paye,
is se badi wfa ki sza kya hogi?
wo roye hum se lipt kr,kisi aour k liye,
aour hum unhe mnna bhi na kr paye.
unpe aitbar jtaya to bura maan gye,
hal-e-dil sunaya to bura maan gye,
wo to har baar rulaya krte the hmko,
ek roz hmne rulaya to bura maan gye.
muskuratee hain boonde,jab girtee hain gagan se
chhoo kar teri zulfon ko jab girtee hain zameen pe
har boond mein ek indradhanush chamakta hai
kyunki woh roshan hai teri nazar ke noor se
har barsaat mein bheegta hoon
teri zulfon ke saaye mein
muskuratee ho tum jab barsaat nahin hoti
teri nam palkon ne chhooa hai jabse
dhoop ho ya barsaat ,tum kabhi door nahin hoti
wo paas aaye door jaane k liye,jab door ho gaye to wo kehne lage ki ham bewafa te,ye ilzam bi hamne sheh liya khushi se ab wo kehte hai ke hame jine ka koi haq nahi,qunki hame pyar karna nahi aata…………….
likhna hai to har labj kutch aaisa likho ki kalam bhi roneke liye majboor ho jayei. har khayal me dard bhardo itna ki padane wala bhi milne ko majboor ho jayei.
good job
Hi Nazish,
Thanks for your comment …
Ansoo se dosti acchi hoti hai, kyo ki wo duk ho yaa suk saat nahi chodte…
Be sabab tu na kabhi hum nain bahaey ANSOO
Aaj kya baat howi kyuon nikal aaey ANSOO
Koi marham bhi mdawa na howa to akhir
Hum nain jalte howe Zakhmon Pey giraey ANSOOOOOO
bhla kyuon???
hi luvshayaris,
thanks for your lovely comments, you have a nice choice……
Ye barsaat ki booinde phir se wo waqt layin hain,
jab uski dosti ki yadain dohraye jaati hain,
kurbaan ho gaya wo insaaniyat dosti ki raah per,
uski yaad main aaj phir se aankhe bhar aaye hain…..
Badal garja magar barsaat nahin aayi
Dil dhadka magar aawaj naheen aayi
Pura din gujrane ko hai dost
Kya ek bar bhi humari yaad naheen aye