Author: Mehul

Happy Navratri SMS's

Long live the tradition of hindu culture and as the generations have passed by hindu culture is getting stronger and stronger lets keep it up. Best Wishes for Navratri Bajre ki roti Bajre ki roti,aam ka achar,suraj ki kirne, khushiyo ki bahar, chanda ki chandni, apano ka pyar,mubarak ho aapko”NAVRATRI”ka

Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahin….

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein, Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahin. Din Raat Daudti Duniya Mein, Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahin. Maan Ki Loree Ka Ehsaas Toh Hai, Par Maan Ko Maan Kehne Ka Waqt Nahin. Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke, Ab Unhen Dafnane

Shayari SMS on beauty

Khuch fasle sirf aankho se hote hai, Dil k fasle do bato se hote hai, Koi lakh bhulane ki kosish kare, Par kuch rishte khtam sirf sanso se hote hai.

Ishq Mujhko Nahin, Vehshat Hi Sahi

Ishq Mujhko Nahin, Vehshat Hi Sahi Meri Vehshat Teri Shohrat Hi Sahi Katta Keeje Na Taalluk Hamse Kutch Nahin Hai To Adavat Hi Sahi Mere Hone Mein Hai Kya Rusvayee Ae Veh Majlis Nahin Khallat Hi Sahi Hum Bhi Dushman To Nahin Hain Apne Gair Ko Tujhse Mohabbat Hi Sahi

Bhulaye Nahin Bhul Sakta Hai Koi Woh College Ke Din

Yeh Degree Bhi Lelo Ye Naukari Bhi Lelo, Bhale Chheen Lo Mujhse Usa Ka Visa……….. Magar Mujhko Lauta Do College Ka Canteen, Vo Chaay Ka Paani Vo Teekha Samosaa………. Kadi Dhoop Mein Apne Ghar Se Nikalnaa, Vo Project Ki Khatir Shahar Bhar Bhataknaa, Vo Lecture Mein Doston Ki Proxy Lagaanaa,

Mohabbat Kiya Karte The

Jab Uski Dhun Mein Raha Karte The Hum Bhi Chup Chap Jiya Karte The Aakhon Mein Pyas Hua Karti Thi Dil Mein Tufaan Utha Karte The Log Aate The Gajal Sunne Hum Uski Baat Kiya Karte The Sach Samajhte The Uske Vado Ko Raat Din Ghar Me Raha Karte The

SMS Shayari In Hindi

Usne kaha Tumme pehli si baat nahi, Maine kaha Zindagi me tera sath nahi, Usne kaha Ab bhi kisi ki aankho me doob jate ho, Maine kaha Ab kisi ki aankh me wo gehrai nahi, Usne kaha Kyu itna toot kar chaha mujhe, Maine kaha Insaan hu, patthar to nahi,

Some Dard Shayris Sms Collection

Hamne tho umr guzaar-di tanhaai main Seh liye situm teri judaai main Abh-to yeh faryaad hai khudha se Koi aur na tarpe—-teri bewafaai main ********************* Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya, Pada Jab Waqt To Apno Ne Sath Chod Diya. Qasam Khaii Thi In Sitaron Ne, Sath Dene

Fark Sirf Itna Sa Hai…….

Ek tooti PREM KAHANI- Fark Sirf Itna Sa Hai, Uski Barat Gayi, Meri Maut AAi, Phool Us Par B The, Phool Mujh Par B The, Mahfil Vaha B Thi, Log Yaha B The, Unka Hasna Vaha, Inka Rona Yaha, Saheliya Uski B Thi, Dost Mere B The, Kaji Udhar B

Aaj Kyun Bewajah Rone Lage Hai Hum

Yun Toh Sadmo Me Bhi Has Lete The Hum, Aaj Kyun Bewajah Rone Lage Hai Hum, Barso Se Hatheliya Khali Hi Rahi Meri, Phir Aaj Kyu Laga Ki Sab Khone Lage Hai Hum.. Koi Kuch Na Kahe To Pata Kya Hai, Is Bechain Khamoshi Ki Wajah Kya Hai, Har Koi