
Tu Tau Meri Jaan Hai Jaanum !!!
Khalid Tujh ko bana ke jeevan sathi,jeene ka armaan hai jaanum Ulfat teri iss duniya mein, chahat ka samaan hai jaanum Apni jaan luta deinge, tere har aik ishare par Tera har ik hukam hamari, chahat ka imtihan hai jaanum Teri aankhon se peene par, ham se kisi ko shikwa



